Loss in Forex teaches us good lessons

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: nawab پيغام ديکھيے
    I fully agreed with your point you mention in your post dear we traders make mistakes in the market and face loss but only those traders make good money and became professional traders who learn from their mistakes cause the experience which we get from our mistakes never get from anywhere else
    brother forex ma loss ham apni hi mistakes ki waja say khatay hn ham log trading ma over confident ho jatay hn jis ki waja say hmen loss hota hay or dosra hmray under lalach ajati hay lalach loss ki sab say bri waja hay at the end lack of knowledge and experience
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes good lesson hai loss aur forex trading aik best business hai aur demo, trading bohat useful hai aur aap is business mein effort ,kartay ho aur forex aik smart business hai aur womens aur studnets, is business ko as a part time letay hia aur yeh lifetime business, hia aur manual trading achi hai aur yeh best hai.
      • #18 Collapse

        ji han, forex mein agar lose ho jay to is se hamen bohot acha sabak mil jata hai wo is tarha k jab humen lose ho ga to hum ye seekh saken gay k humen lose kis jaga par or q hua hai
        • #19 Collapse

          Loss teaches us good lesson and when we lose money in the market then we can learn by mistakes and in this way we can make good profit in the market as well. So always trade with confidence and with better strategy in the market and in this way we become successful.
          • #20 Collapse

            Exactly you are right ,I agree with you. eisa hi hota hay agr aap apne loss se sabq seekhenge to apko next time loss face nhi krna pare ga or agar ap apne loss se sabq nhi seekhenge to loss hoga.
            • #21 Collapse

              Gee sir forex trading business main loss aik aham part hay, loss say trader ko bohat zaida learning hoti hay, because jab trade main loss hota hay to trader loss ki waja talash karta hay, aor apni mistake kay baray main learning karta hay. jes say us kay knowledge main azafa hota hay.
               
              • #22 Collapse

                Jii han ap ne sahi kaha hai humy jab bhi kabhi forex main loss hota hai us se humy kafi kuch sikhny ko bi miltah ain. ku ke humy phr apnimistake yad rahti hai jis ki waja se humy loss hua hota hai. tu phr hum again wo galti hamesha yaad rakhty hai iss tarah 1 acha lesson humy milta hai.
                • #23 Collapse

                  forex trading main mistakes to hoti hi hain aur hamain chahiay k ham apni mistakes se seekhain aur koshish yeh karain k dobara wohi mistake na ho aur apni mistakes ko experience bana lain
                  • #24 Collapse

                    yess ager apko loss hota hai to ap us se b boht sikh skte ho .....kuch log loss krwane k bad boht sikh jaate hain phr wo profite lena shuru ker dee hain ku k loss b apko sikha deta hai ..forex ak boht hi profitable business hai r forexx ak boht hi risky business b hai ........
                    • #25 Collapse

                      jee bilkul jab hume forex trading main loss hota hai to uss sy hume aik acha sabaq milta hai k dobara hum wo galti nhe dohraty hume humesha care krty hain ky hum sy dobara wo galti na he ho jiss sy hum pehly loss ka samna kr chuky hain
                      • #26 Collapse

                        ap ki bat bilkul thek hai k forex main jo humay loss hota ha us se humay aik sabaq milta hai dubara asi galti na karne ka aur sikhne ka moqa b milta hai. loss humay bohat kuch sikhata hai forex trading main.
                        • #27 Collapse

                          g my dear forex main agr loss hota bhe hai to iss sy hame aik acha sabaq milta ha or uss sy hum apni mistake ko thk kr sakty hain loss hony sy humey dil chota nh karna chahye balku himt karni chahye k dubara hum aisa na kryn jiss sy hamen loss ho .thenx
                          • #28 Collapse

                            loss forex mein hota hai aur forex aik great source hia money make karnay ky liye aur forex sy other koi aisa business nai hai jo legal is tarah ka ho aur is tarah ka business ap ko nai miley ga forex mein is liye yehi legal business hai aur aap is mein achi money earn kar saktay ho.
                             
                            • #29 Collapse

                              agar trading me kabi hamy loss ho jaye to us ko yaad rakna chaye or apni trading me ki howi mistakes ko door karna chaye es ka fayda ye ho ga k ham forex me successful ho sakty hey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes every los in trades teaches us a lesson. jiss reason se loss hota hy next time us reason se avoid karna chahiye istrah loss k chances km ho jaty hy
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X