Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain
    Forex mai sub s ahm market ki support or resistance hoti hai is lia hum analysis ka sath marker ki support or resistance ko define kr sakta hain ka market ki support kia hai or ab kis taraf move kara gi or market ki resistance kia hai or kis taraf move kara gi bus ap ka analysis accha hina chaya ta ka ap support or resistance ka tayyan kr sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain

    G Han thek kaha apny k analysis k sath ager market ki support or resistance check karte hain to hume is bat ka bhi andaza hoskta hai k kuch dair main market kis traf move kar sakti hai or Kia Kia hoskta hai isliye hume chaye k analysis k sath sath support or resistance bhi dekhna zaruri hai.
    • #3 Collapse

      Re: Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain

      Gee haan hum analysis issi baat kay hi tou kertay hain kay humain forex mein her aik baat ka pata chal jaye kay market kitni movement keray gi aur uss mein support aur resistance ki value kya ho gi iss aap ko merket ki up aur down fdonoun movements ka pata chal jata hai lehaza humain forex mein analysis zaroor kernay chahyeain
      • #4 Collapse

        Re: Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain

        Dear support or resistance ko analys karny k liay apko markt me technical analysis k zrurat parti hey or aap technical treky sey in dono ko analys kat sakty hen lakin me yehe kahunga k apko sath sath news p b dehan dena chaheay kiu k news b bohat aham chez hen inka markt par bohat ziyada asar parta hy.
        • #5 Collapse

          Re: Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain

          analysis kerny kaily support aor resistance bhot zroori hain.kun k jab hamry pass support aor resistance ka knowledge bhi nh ho ga to kiya ham koi achi trade open ker saken gy to mera jwab hai k bilul bhi nh.kun k jab hamry pass knowledge he aik cheez k bary emn nh to ham is k bgair kaisy achi trade ly sakty hain.jab bhi ham koi trade lety hain wo phly ham support aor resiatnce ko lazmi dhaikty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain

            Support aur resistance trend lines aur channels aise cheezai hai agar ham.in cheezo ko daik kar market ko trade karai to yaqenan ham.aik acha profit kama saktay hai hamai chaye ke in cheezonko.seek.lai aur trade karai.
            • #7 Collapse

              Re: Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain

              Dear friend main forum per new ho mujhe support aur resistance ke bare mein itna knowledge Nahin Hai Koi senior member ji Iske bare mein acchi gardline De sakta hai..
              • #8 Collapse

                Re: Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                Forex mai sub s ahm market ki support or resistance hoti hai is lia hum analysis ka sath marker ki support or resistance ko define kr sakta hain ka market ki support kia hai or ab kis taraf move kara gi or market ki resistance kia hai or kis taraf move kara gi bus ap ka analysis accha hina chaya ta ka ap support or resistance ka tayyan kr sakain
                Assalamu Alaikum aap Forex trading ke kisi bhi analyse ko support aur resistance level Ke bagair kanhi Nahin Sakte isliye sabse pahle aapko market ke sport aur resistance point Pata chalana hota hai tab hi aapke analyse complete Hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain

                  G ha is mn ager hamien knowledge hoga to ham is mn suport aur resistance draw kar sakty is markete mn sab sy ahm kam analysis ka wo is ko draw karna h ager ham is ko draw karien to ya kar sakty hn to ham trade asanni k sath ly saky hn aur us mn profit kma sakty hn
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain

                    Good Afternoon Friends
                    Ham ko is main analysis kee sath is main support aur resistance ko follow karna cahhye aur is main support aur resistance zaroori hote hain aor agar ap is mein tarde lagate hain to apko is ein market ko achi tarah analysis karn chaiye is mein ham ko tarde agane mien jald bazi nahi karna chaiye is ein ham ko market kee sport aur resistance zaroori hote hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia analysis ka sath hum support or resistance ko define kr sakta hain

                      Gee nahin bhai hum aisa nahin ker saktay analysis kay sath hum support aur resistance ko define nahin ker saktay yeh tou aik indicator hai aur iss ko hum kaisay define ker saktay hain aap ko iss mein kam kerna chahyea aur market kay analysis ker kay trade kerni chahyea aur forex sae profit hasil kernay ki koshish kerain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X