Risk management or money management mai fark
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk management or money management mai fark
    Risk managent ya ka jub hum loos hona s pahla koi iqdamat karta hain wo risk managent kahlata hai or jub huma trade open kr lata hain or os ka bad huma ya koshihs karta hain ka huma loos ho tu bara na ho ya money managent hai is ka lia hum stop loos use krta hain lot size chota rakta hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk management or money management mai fark

    Trade open krny se pehly hum koshish krty hein risk kam se kam lein usko hum risk management kehty hein jitna risk ko reduce krengy utni achi trading possible hoti hai agr money management ki baat ki jaye tu us mein hum apny capital ko safe aur secure rakhny ki koshish krty hein tah k long trading ki jaye.
    • #3 Collapse

      Re: Risk management or money management mai fark

      Forex mein trade ki management kerna bahut zaroori hai aur iss kaam mein dou qisam ki management hoti hai aik tou risk management jis mein humari lot size ki selection kerna zaroori hai aur doosri money management jis mein humain apnay account balance kay hisab sae hi humain apni trade manage kerna hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Risk management or money management mai fark

        apny thk kha k ager ham loss ko recpover kerny kaily jo treeqy apnaty hain wo loss mangement ya risk mangement khlata hai aor is k illawa ager dhaika jaye to jab ham lot ye koi trade lety hain jo ham us menlot use kerty hain asal men hamen wahan money manage ment ko follow kerna chye.jo k hamen loss sy bachati hai.isliye ager ham aisa kren to ham is sy bach sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Risk management or money management mai fark

          Risk management ka matlb ye hai k ager hum koi trade lagate hain to us main hume loss hota hai to hume chaye k hum us loss k bad us up cover karne ki lol strategy banani hai or money management sy ye myrad hota hai k apk pas jitna balance hai us main sy aap utna balance trade par lagaen jitne ka loss bear kar sakte hain aap.
          • #6 Collapse

            Re: Risk management or money management mai fark

            well dono main koi khas farq to nahi hay magar yeh kaha ja sakta hay k yeh siky k 2 rukh hain jitna zada hum is main mehnat karty jaen gay aor learning karen gay hamary liay utna hi zada better ho ga. aor management basic hay kisi bhi business ka jitni zada achi management ho gi earning bhi usi hisaab say barhti jaey gi.
            • #7 Collapse

              Re: Risk management or money management mai fark

              Mairay khyal Mai to risk management aur money management dono aik he cheez hai agar ham money management ko sath laikar iss Mai trade karaingay to hamara account kabi be wash nahe hoga.
              • #8 Collapse

                Re: Risk management or money management mai fark

                Usko Samajh Kar Karte Hain Jo samjhe Yahan per message kar dete Hain market Kyon confidence ke sath join Nahin karte hain vah kabhi bhi yahan per kamyabi ke sath nahin kar sakte aur na hi market mein jyada time tak kar sakte hain Jyada time ho log Se Karte Hain Jo ismein running Karte Hain Nahin Janab Aisa Nahin Hota Hamen posting per chahie
                • #9 Collapse

                  Re: Risk management or money management mai fark

                  ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen is Forex trading Mein kam Karte Hain To Hamen chahie ki Hamen ismein money management bhi Karen aur management Nahin karen to bhi Hamesha Mein kamyabi Hasil karne mein Kamyab Ho Jaenge aur Hamen chahie hai ki Hamen ismein kabhi bhi Himmat na Hare Hain Hamen chahie ki Hamen ismein bahut hi jyada mehnat Karte Rahen aur Jyada Se Jyada Karne karne ki koshish Bhi Karte Rahen
                  PAK ARMY ZINDA ABAD
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk management or money management mai fark

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur her bar jo b lalach kerta h us ka anjam bura hota h as lyee ham ko lalach nahi kerna hota h aur ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kerna hota h aur ham ko as mien jab lalach kerte hien
                    tu ham ko sirf aur sirf as mien nuqsan hota h as lyee ham ko as mien her bar sada trade kerna hota h aur ham ko her cheez ko dakh ker chalna hota h agar ham as mien lalach kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k
                    lyee kaam kerna hota h as lyee as mien hamain her bar kaam kerna hota h aur ham ko behter sy behtreen kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h aur ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien kamaee karna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk management or money management mai fark

                      Money management aik aisa tool hai agar ham issko sahe tariqay say karaingay .money managment nke all rules ko samnay rak kar issko trade karai to yaqenan ham.aik.acha profit kama saktay hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Risk management or money management mai fark

                        risk management ka matlab h k jab hamien kesi ziada move karny waly pairs p trade lagny ho aur ham us k lye koi ekdam karty hn to wo risk management kehlata h aur ham us trade ko open karny k bad lot size ka istamaal karty hn jis ko money management kahty so hamien chaye k ham jb bhi trade ly to hem in dono ka khiyal rakhyien jis sy hamien profit hosakta h
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Risk management or money management mai fark

                          Dear mere khayal mein tou inn donoun mein koi farq nahin hai yeh donoun aik hi kaam kay same name hain humain chahyea kay hum forex mein apnay business ko samjhain aur doosroun ko bhi samjhain jaisay aap nay risk management aur money management ki baat ki hai tou yeh aik hi cheez hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X