Profit aur loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit aur loss
    Forex trading business me profit be hamy umeed se zeyda ho sakti hay aur loss ki agar ham bat karen to jes teezi se aur jetna zeyda profit ham market se earn karny me kamyab ho sakty hey es se zeyda aur teezi se hamy loss be ho sakta hay,

    Trading tools agar use key jaye aur techniques aur planing key sath trading ki jaye to ham loss ko kesi had tak control karny me be kamyab ho sakty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Profit aur loss

    Jee han aap ne bilkul sahi kaha forex trading aik aisa business hai jis mein loss aur profit boht fast hoty hein jin k pas ziada experience hota hai woh profit hasil krty hein kionkeh unko market ki conditions ka knowledge hota hai aur jo bina learning k trading krty hein unk account boht fast wash ho jaty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Profit aur loss

      Aur is Mein Hamen bahut kam amount per charges bhi per karna padte hain yah bosses Mani broker se acche wala broker hai aur ham Log Yahan per kam Karenge iski help se to Achcha hai aur yahan se Amritsar abhi ahsani ke sath le lenge Hamen Ghar Baithe Vikram movie cast Se Mil sakti hai Forex ka business aajkal bahut jyada popular business hai yah Ek game ki Jaaye kam bhi kar sakta hai
      • #4 Collapse

        Re: Profit aur loss

        Bhai jan forex mein profit aur loss to hota rahta hain ye har business ka hissa hain jis mein ap ache se kaam kar k hi isse profit le skate hain business mein humko profit aur loss to hota rehta hain
        • #5 Collapse

          Re: Profit aur loss

          G baai aap nay Sahee kaha forex trading may Kia har business may aap ko profit our loss ho sakhtha hay ab ye aap par depend kartha hay ke aap kithnay profit k liay trading karthay hay per apnay aap ko ose hisaab say loss k liay be tayaar rakhna chahiay kionka is business may kuch be ho sakhtha hay.
          • #6 Collapse

            Re: Profit aur loss

            g han bhai jan apki bat thk hai k ager ham trading sakills ko bhter bna ker kren gy to hamenloss hony k chances kam ho jain gy aor is k illawa ho sakta hai k hamry ham loss ki ration ko minimize ker saktyu hain.isliye hamen chye k ham apny loss ko rreduce kren us sy phly hamen chye k ham loss ko bhi zahen men rhken laikin prfoit ko bhi lazmi tor per seehken.
            • #7 Collapse

              Re: Profit aur loss

              Forex.mein profit aur loss donoun hi trading ka hisa hai lakin hum tou chahtay hain kay humain forex.mein sirf profit hi ho loss na ho tou uss kay lye humain forex mein apnay knowledge ko bahut zayada strong kerna ho ga tou hum forex mein mehnat sae kaam kerain aur soch samajh ker kaam kerain ta kay humain iss sae bahut acha profit ho
              • #8 Collapse

                Re: Profit aur loss

                Assalamualaikum dear friends Forex trading Mein profit r loss dono Business ka hissa Hain. Is liy AP ko cahhay k AP Soch samjh k tarde krain r ek accha trade kr k ek accha experience Hasil krny ki koshish krain. Dosto AP ko agr trading main loss hi Jay to AP ko preshan na hn balke mehnat krain r Dillagi sy kaam krain.
                🌼 Never Give Up 🌼
                • #9 Collapse

                  Re: Profit aur loss

                  Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko achi planning ky sath trading kerain gay too aap ko acha profit hota hay oor ager aap bad planning ky sath trading kerain gay too aap ko loss hota hay .
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit aur loss

                    salam to all dear friends Trading tools agar use key jaye aur techniques aur planing key sath trading ki jaye to ham loss ko kesi had tak control karny me be kamyab ho sakty hey. Koi Bhi karobaar Ho usmein saaf Hota hai aur nuksan bhi profit per Jyada Khush Nahin Hona chahie aur nuksan per Jyada depression Nahin Hona chahie Business mein profit aur loss donon Sath Sath Chalte Hain Kabhi profitTo Kabhi loss
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit aur loss

                      Forex Mai profit aur loss aik aam see bat hai har trader apnai experience ke mutabiq iss Mai kabi profit karta hai to kabi loss hamai hamesha ISS Mai soch samaj Kar har cheez ko daik Kar trading karni chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit aur loss

                        ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapki baat ko manta hun Hamen chahie ki Ham is Forex trading mein bahut hi acche se kam Karen aur is Forex trading co Ek Aisa business samjhaun kya main bahut jyada profit data Hocess data Ho aur Hamen chahie hai ki Hamen ismein profit aur loss Se Na Dar Hai ismein Kyon kya profit bhi Hamen hota hai aur lost bhi yah donon Forex trading ke Hi Se Hain isliye Hamen lost Se Nahin Darna chahie
                        PAK ARMY ZINDA ABAD
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit aur loss

                          Assalamu ALaikum my dear brother forex aik bahut acha business hae jis main hamen profit bhe hota hae or loss bhe hota hae or forex main aam tor par dekha gya hae ke forex members profit ko to accept t nhe karte hain lakin loss ko accept nhe karte hain to aik kamyab trader ke zehn main yeh hota hae ke loss bhe business ka hissa hae to wo loss bhe bhe accept karta hae
                          • #14 Collapse

                            Re: Profit aur loss

                            Dear friend Forex Mein profit or loss Sath Sath Hai Agar Behtar tarike se kam karna chahte hain to proper planning ke sath Chale tab hi forex market Mein Baithe kaam kar Payenge Apne risk ko manage Karen loss Ho bhi Jaaye to trade Mein recover ho jaaye..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Profit aur loss

                              Forex mein jub humain profit hota hai tou hum khush hotay hain aur jub loss hota hai tou humain perashani ho jati hai jub kay aisa nahin hona chahyea humain tou forex mein mehnat kerni chahyea aur koshish tou her banda profit kay lye hi kerta hai lakin agar loss hota hai tou iss sae humain perashan nahin hona chahyea

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X