Fundamental analysis kaisy krty hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental analysis kaisy krty hein
    Dear forum members kehty hein agr trading se acha aur permanent profit hasil krna hai tu market ka fundamental analysis krny seekhein mgr aap log yeh btaen yeh analysis kaisy kia jata hai kionkeh main is business mein kamyab hona chahta hon.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fundamental analysis kaisy krty hein

    Market ka Fundamental analysis key ley app ko economic news par depend karna ho ga, jo be latest news release ho to es key base par app ko Forex market ka be andaza ho sakta hay key market prices me kia changing a sakti hey es ko financial analysis ka name dia jata hay, financial analysis ki learning aur es ko samjna bahot zarori hay, siraf news ko read karny se ham market ki movement ya market trend ka andza nahi laga sakty hey es ka proper knowledge hasil karna zarori hay.
    • #3 Collapse

      Re: Fundamental analysis kaisy krty hein

      forex factory aik website hai jahan ap visiot ker k apna analysis ker saty hain.isliye hamen chye k ham is website ka lazmi visit kren jab koi trade open krny lgen.************ news k bar men bhot he achi web hai ager ham is ko chek kerna seeh len gy to ham is men kamyabhui hasil ker sakty haion.
      • #4 Collapse

        Re: Fundamental analysis kaisy krty hein

        Earning karne per bahut jyada objection Soch sakte hain Hamen bola speaker mil sakta hai isliye koshish Karenge Jyada Se Jyada Achcha kam ho is time Karen Jab Hamen yahan se Kuchh Na Kuchh acchi condition Mein reward Mile market Mein investment karne se pahle aur Market Mein investment karne ke bad Hamen jo sabse Jyada important chij Yahan per watch Karni chahie vah iska hi support and resistance level
        • #5 Collapse

          Re: Fundamental analysis kaisy krty hein

          Fundemental analysis mein aap forex market ki tamam basic cheezoun ko analyze kertay hain jo kay aik trade laganay kay lye bahut zayada zaroori hoti hain tou humain forex mein trade laganay mein aasaani hoti hai aur woh trade kamyab bhi ho jati hai iss lye hum sub ko market kay fundamental analysis tou lazmi kernay chahyeain
          • #6 Collapse

            Re: Fundamental analysis kaisy krty hein

            Gee dear friend aap ki baat bilkul theek hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap ko fundamental analysis ka bhi pata hona chahay fundamental analysis main aap market ky tamam mukamal analysis kerty hoay kaam kerty hain jiss say aap ko loss hony ka khatara bahoot kaam hota hay.
            • #7 Collapse

              Re: Fundamental analysis kaisy krty hein

              Use the financial ratios for initial screening:
              How to do screening of stocks using Investing.com
              Understand the company:
              Study the financial reports of the company:
              Check the debt:
              Find the company's competitors :
              In rules ko follow karke ham fundamental analysis kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Fundamental analysis kaisy krty hein

                Jis tarah forex Mai Technical analysis karna zarori hai usse tarah iss Mai fundemental analysis be buhut faydamand hai hamai iss Mai ye pata hona chaye ke kiss currency pair ke news kis time hai aur kis qisam ke hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Fundamental analysis kaisy krty hein

                  Dear friend fundamental analysis molecule has per market ko dekhna Hota Hai Aise off ko Samay Nahin Aaegi aap Kisi senior members se Puche aur practis Karen Jyada Se Jyada..
                  • #10 Collapse

                    Re: Fundamental analysis kaisy krty hein

                    Dear fundamental ka matlab hai zaroori aur jo cheezain trading kay lye zaroori hoti hain agar hum unn ko dekhain aur unn kay analysis kerain tou humain forex mein aik achi trade laganay ko milti hai aur fundamental analysis per lagaye gae akser trades humari kamyab hoti hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Fundamental analysis kaisy krty hein

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aarifshahzad پيغام ديکھيے
                      Dear forum members kehty hein agr trading se acha aur permanent profit hasil krna hai tu market ka fundamental analysis krny seekhein mgr aap log yeh btaen yeh analysis kaisy kia jata hai kionkeh main is business mein kamyab hona chahta hon.
                      Assam Alaikum fundamental analysis bahut jyada Mushkil Hai Main Ek Do Bar TRAI Karke Dekha Hai Lekin Mere analysis ki vajah Se Mujhe a 2 ya 3 bar Apna account watch karvana Pad Gaya agar koi acchi E Information wali post hoti to Shayad mujhe kuchh acchi knowledge Hasil Ho Jaati

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X