< why people use indicator >
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    trade open karnay say pehly indicators use karty hain phir un indicators say andaza laga kar sell ya buy karty hain jiss say bohot ziada faida hota hai. or bs humein in ko use karna ana chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Assalam-O-Alaikum jahan tak mera khyal hey bhai jan forex trading me market ka sehi analysis karney key liye indicators bohat he zrori hoti hen aur in ki bohat zyada help hoti hey trend ko find karney me is liye is ka sehi use zrori hota hey.
      • #18 Collapse

        Dear forex market mai indicators ko use krtay huway trader market chart ko analyse kr skta hai or trade place krnay k liye entry or exit points ko findout kr skta hai.Entry or exit points ko findout krna zroori hota hai Q k inhi ki base pr trader stop loss or take profit ko set krta hai or profitable trading krnay mai kamyab ho skta hai.
        https://t.me/pump_upp
        • #19 Collapse

          dear forex mai log indicator es liye use karte hain ta k on ko help mil sake k wo es business mai acha kam karain aur apnii life ko enjoy karain jb b ap seekh aur smjh k kam karo gy tu ap ko faida ho ga,,,
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            humain trade main indicators ko use karna ho ga jis say humain market main kam karny main achi earning hasil ho sakti hay hard work karna ho ga jis say trade karny main asni ho sakti hay demo ko use kar kay ana ho ga
            "The mind is everything, What you think you become"

            اب آن لائن

            Working...
            X