why people fail in forex trading ???/

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    why people fail in forex trading ???/
    assalam o alikum dear member umeed hy keh aap sab khariat sey hun gy dear mera aap logo sey yh swal hy keh forx business aksar loog acha bonus hasil ker lety hein lekin jub wo apna bonus trading mein invest kerty hein to wo fail ho jaty wo profit hasil nhi ker paty hein isski kia kia wajoohaat ho sakti hein...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: why people fail in forex trading ???/

    Waa dear forex ma member ki failure ki bari waja jald bazi hai, member posting sy acha bonus to hasil kar lytn hain but unko trading ki itna jaldi hoti hai learn keye bena he trade open kar latyn hai, ham toky marny sy kbi kamyabi hasil ni kar saktyn, jb tak hamari knowledge mukamal na ho hamy trading ni karni chahe,
    • #3 Collapse

      Re: why people fail in forex trading ???/

      hi dear friends ALLAH app logon ko hamesha khush rakhe ameen, umeed kaarti hun k app saab log khariyat se hun ge, aur theek hun ge ,mein is post k about yeh kehna chati hun k kuch log is liye fail hote hain k unhe appne upar yaqeen joh nahi hota ,or kuch is liye b fail hote hain k on k pas knowledge ki kami hoti hai ,un ko nahi pata chalta k kaise trading se profit gain kiya jata hai ,thank u all
      • #4 Collapse

        Re: why people fail in forex trading ???/

        dear member failure ki bari waja ye hai k hm kisi cheez ko mukamal jane bna hi usko istamal krne lg jate hain hmain pehley trading kia mukamal knowledge hona chahiye dear member posting sy acha bonus to hasil kar lytn hain but full profit hasil krne k lye pehley trading k asool pta hone chahiye trading main jld bazi nahi chalti or kamyabi nahi hoti
        • #5 Collapse

          Re: why people fail in forex trading ???/

          dear bhai is main sarif wohi trade fail hote hein jo is main lalach se kam krte hein hume is main soch samj kr daily menat krni chaiye daily agr hum is main menat k sath kam krein gey hum aram se kameyab ho sakte hein emotional ko control krein is main
          • #6 Collapse

            Re: why people fail in forex trading ???/

            ji han bilkul aapki yah baat bilkul theek hai ki log aise Hain jinke pass acchi investment achcha bolo se to jarur hota hai lekin main vah is business mein success hasil nahin kar paate aise log Hote Hain jinke pass achcha experience nahin hota agar effects mein kamyabi hasil karna chahte hain to uske liye bahut jaruri hai kya aapke pass achcha experience aur achcha knowledge hoga to ki aap success ful trader Ban sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: why people fail in forex trading ???/

              Forex main vahe people fail hote hain,jin ka knowlage aur expirinace kum hota hai,joo lalach kerta hai joo saber nahi kerta hai tuky sy trade lagata hai,senior k saath mashwara nahi kerta hai,joo jald bazi keerta hai jis ki vaja sy wo mistake ker jata hai,his ki vaj sy es ko loss ho jata hai,member posting sy acha bonsu haisl ker phir trade lagane ki jaldi nahi kerte hain,jis ki vaja sy weo earning hasill nahy ker sakte hain.es liye member fail ho jate hain learnig kerna baut zaroori hai
              • #8 Collapse

                Re: why people fail in forex trading ???/

                Kam tojarba or kam elmi ki Waja se Nhi count wash Ho jatA hy or baz dafa ap ko bed luck bhi ady a jati hy
                • #9 Collapse

                  Re: why people fail in forex trading ???/

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur traders forex mien lalach as lyee kerte hien k wo as mien kuch na kuch kama len magar as mien ham kuch na kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien
                  as lyee hamain as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien her bar dakh ker as mien kaam kerna hota h agar ham galat waqt per trade kerte hien tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien aik ala trader ban ker ham ko
                  as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jo b as mien lalach kerte hien un mien sy aksar as mien sirf apna nuqsan kerte hien aur nuqsan k sewa wo kuch b nahi kerte hien as lyee agar thora profit b hota h tu ham ko qabol ker lena hota h aur ham ko as mien greed say dor rehna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: why people fail in forex trading ???/

                    Forex Mein log isliye fail hote hain ki awaz mein nahin Karte kamyabi ki taraf Dhyan nahi dete Yahi vajah Hoti Hai Ki vah kamyabi Nahin dete fail hone ki vajah yah bhi hoti hai ki trading Mela Lage ki Jaaye to trading planning kharab ho jaati hai aur lalaj Hamesha nuksan Deti Hai Hamesha ladke Bhagya trading Kare tab aap bahut acchi kamyabi Le sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: why people fail in forex trading ???/

                      Dear member Pakistan Forex Mein Kafi member isliye fail ho Jaate Hain ke ke paas knowledge or experience Nahin Hota Aur vah mehnat bhi nahin Karte aur apne knowledge ko badhane ke liye Pakistan Forex ko Jyada Se Jyada time nahin dete Jiski Jaisi ka knowledge improve bhi nahin Hota aur vah Har trade Mein loss karte hain aur vah fail ho Jaate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: why people fail in forex trading ???/

                        G bilkul forex trading mein traders ki fail hony ki waja un ki lalach hi ha. Jb hm forex ko aik money machine samjh laity haen tu us se hamary andr lalch paida krta ha aur hm dollers ko samny rakh k trading kraen ge tu hm zrur fail hoon ge.
                        • #13 Collapse

                          Re: why people fail in forex trading ???/

                          Assalamu Alaikum my dear friend main ap se mutafiq hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex main jab bhe new month start hota hae new member join ho jate hain lakin un main se 90% fail ho jate hain q ke un members main sabar nhe hota hae or lalch bahut hote hae to jab tak yeh do chezen kisi bhe member main hote hain wo kamyab nhe ho sakta hae
                          • #14 Collapse

                            Re: why people fail in forex trading ???/

                            Kuchh Bhi Nahin Hoti Yahan per Hamen yahan se ham log aapko Yahan Par Baat per is Baat ke bare mein guide kar chuke hain learning Ghar Kaam ke liye bahut jaruri hai jo bhi aap kam start Karte Hain Uske liye aapke pass learning learning ke bagair Aap Yahan per kabhi bhi long time ke liye market ko face nahin kar sakte hain jo bhi kam karna hun pahle learning Karen FIR kam Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: why people fail in forex trading ???/

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: pakistan-forex پيغام ديکھيے
                              assalam o alikum dear member umeed hy keh aap sab khariat sey hun gy dear mera aap logo sey yh swal hy keh forx business aksar loog acha bonus hasil ker lety hein lekin jub wo apna bonus trading mein invest kerty hein to wo fail ho jaty wo profit hasil nhi ker paty hein isski kia kia wajoohaat ho sakti hein...
                              Log Forex trading Mein is vajah se fail ho Jaate Hain Kyunki vah Bina knowledge or experience ke hi Forex trading Mein kam karne lag Jaate Hain Nayak of experience aur Nali Jay traders ke loss ka ek bahut bada reason Hota Hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X