< Ek he point par Buy or Sell. >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    < Ek he point par Buy or Sell. >
    app kiya kehety ho ek he point par ager app buy or sell kartey ho main to esi taran se trading karta hn app ki kiya raye ha es barey main...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    before open the trade on Buy or Sell i always read the technical analysis from the different websites and hen follow the indicator that i have. and open an trade according to it
    • #3 Collapse

      Jab aik he point par buy ya sell karen gay apko koi fiada nahen ho ga balkeh commission khamkha dena pary ga apko aur apko koi fiada nahen hony wala hay albata hediding ho jati hay jis say ap loss say bach skty han ap ka account urny say bach jeay ga apko nuqsan nahen ho ga ya aik behtreen tareqa hay but khatarnaq bhe hay ap kabhe mat azmana.
      • #4 Collapse

        aik he time per buy ya sell ki trade ap us waqt he start kero k jub kisi currencies k mutalik high impact news aani ho to us waqt ap aik buy or sell ki trade start ker lo kyon k us time per market ka bohat ziyada up ya phir down jane ka chance hota hai but not every time ap buy ya sell ki trade aik sath start nahi kero ge
        • #5 Collapse

          Ek hi point per agar buy or sell laga dain to faida to koi nahi ho ga market hedging position main hi ho gi aur is tarah se hum successful nahi ho sakte. actually hamain market main acha decision lena parhta hai ta keh hum right direction main pips laga sakein aur successful ho sakein.
          • #6 Collapse

            Ic ko hedging khty hen aur ye strategy sirf jarorat k waqat use ki jati hy, aisa nhi hy k ap hr bar buy aur sell ko akhty he open kren ic trah apki trading kbi b improve nhi ho gi, hedging us sorat mn lgai jati hy jb apko clear signal mil jaye k price ap k against jaye gi aur ap apni position ko loss mn close nhi krna chahty.
            • #7 Collapse

              agr hum is forum main kam karty hay to hum is main loss kaiy bagir acha earn kar sakty hay aur agr hum is forex treading main ak point par by aur cell karty hay to humain us main koi profit hasil nahi hota aur hum us main say loss aur profit nahi karty is liay humain ak point par by ya cell karna chaiy ta k humain profit hasil ho saky..
              • #8 Collapse

                bro I think this strategy does not work because main bhi yehi strategy adopt kar raha tha but us ka koi faida nai howa mujhay because ap aik trade main profit aur aik main loss kar rahay hotay hain tu net profit ap ka zero hota hai.
                • #9 Collapse

                  asalam o alaikum dear members is kam ko jis mein ap aik he point pe buy aur sell kr dete ho isko hedging kehte hon
                  • #10 Collapse

                    agr ap es tra krtye hai tu y trading nahi rahti hai forex business ma trading ak trarikaye se hoti hai forex business mostly people earning krtye hai jo bhi krtye hai wo apnay experience or knowledge ki waja se success hotye hai.
                    • #11 Collapse

                      aik he point per buy or sell siraf isi soorat me sahi hay kah aap ko us cheez ka pata ho kah yeh item isi rate per trading karta rahy gay.tu is soorat me tu sahi hay agar aisay nahi hay tu is tran buy or sell me nuqsan ho ga.
                      • #12 Collapse

                        hedging aik boht he maza kaa kam hai kyun k main ais main hmesha bare lot use karta hu aur hedging karta hu aik buy ki aur aik sell ki kyun jab buy ki traf market jate hai tou main buy sa profit lata hu aur agr sell ki traf jaya tou sell sa lata hu
                        • #13 Collapse

                          well dear ap bhi theek hi karte ho is tarhan bhi theek hi hai ke ap ek hi point par buy and sell karo bas ap ko analysis pe dehan denaw hai or trend ko smjhnaw hai :)
                          • #14 Collapse

                            Mere bhai aik hi point par buy or sell ki trade nahi lagani chahiye bal"k achi anylisis or full of confident ho k take profit stop loss ki strategy k sath trade lagani chaiye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              aik he point pr buy sell krna acha nhe he mere khyal mein trader ku market trend ke sath kam krna chahe tu earing hote he agr trader aise he baghar knowledge ke kam krte hein tu wuh apne trading mein sahih faida nhe lete hien

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X