Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a
    Forex ko join to boht se log kr lety hain lekan boht km log is me future bnany me kamyab hoty hain jo log forex ko chor dety hain us ke main waja learning ko complete Na Karna a aur zhair a phir loss hota a aur start me he Jb loss hota a to smjty hain k trading to mushkil a is liey trading ko chor dety hain to me ap logoo ko mashwara doo ga kbi b jaldi na Kary phely Apni learning complete kary phir he trading start kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

    G hain bhaijaan aapne bilkul hi sahi kaha hain kiye loog forex ko isi lye leave kar dte hain k inke pass learning nahi hota hain aur forex k bare mein inko pata nahi hota hain inko is mein forex ko leave nahi karna chahye
    • #3 Collapse

      Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

      dear friend apki bat bilkul theak ha forex trading mn ziada tr log forex ko earning ka asan zaria smjh kr join krtay aur mehnat naen krtay aur forex trading ko achhi trh learn bhi naen krtay to nakam ho kr forex trading ko chhor detay hn
      • #4 Collapse

        Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

        Gee bilkul forex ko chornay ki ek bari wajah forex ka complete na hona hai jis ki wajah se trader mazeed forex k halat se jung jari nai rakh sakte himat haar jate hai is liay un ko forex chorna party hai or un k pass koi option nai hota wo loss b bardashat nai kar sakte
        • #5 Collapse

          Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

          G haan dear ap NY sahi kaha k ham forex ko hamesha tabhi chor dety hen jab hamen forex ka kaam nahi ata knowledge Na hony ki waja sy jinky pas forex ka ilam kam hota hy so hamesha loss me rehty hen aur loss me chaly jaaty hen Jo lagataar loss ki waja sy himat haar k forex ko chor dety hen is leay hamesha mehant kren shuru me hi seekhna shuru kren taa k apko jesy jesy aagy barhty jaen apko acha bonus mily to ap trading me earning behtr kr saken forex me kamyaabi serf apki learning ki basis py hoti hy
          • #6 Collapse

            Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

            G bilkul aesa hi hay k jab humari learning Kam hogi you hum loss hi Kate gain trading main apna is liay ap ko chaiay k ap.kabhi bhi learning complete kiay Bina forex ko join nai Kare take loss se Bach sake aur achi earning Kar sake kiu k zada tar trade learning complete na ho e ki wajha se Apna loss karte hain aur ye business leave jardete hain
            • #7 Collapse

              Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

              dear bhi ap ny really good swal ask ka hy is main main ap ki opinion say satisfy hoon q k bhut saray hamaray junior aisay hotay hein jin ko forex ka baray main ilm nahi hota hy aur hum ko chye k apny junior ki help more say more karein.
              • #8 Collapse

                Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

                Dear ais market mai jo banda bhi loss karta hai aus ki koi waja hoti hai jo log ais market mai learning k baghair kaam karty hai aor ais market mai loss kar lety hai to wo log ais market mai kaam choar dety hai kun k aun ko aik to kaam karna ni aata hai aor aun ko ye pata ni hota k agar wo ais market mai kaam sekh ley gay to aus k baad wo ais market mai loss ni kary gay.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
                  Forex ko join to boht se log kr lety hain lekan boht km log is me future bnany me kamyab hoty hain jo log forex ko chor dety hain us ke main waja learning ko complete Na Karna a aur zhair a phir loss hota a aur start me he Jb loss hota a to smjty hain k trading to mushkil a is liey trading ko chor dety hain to me ap logoo ko mashwara doo ga kbi b jaldi na Kary phely Apni learning complete kary phir he trading start kary
                  Assam Alaikum Ji Bhajan aapki baat bilkul theek hai Jab Hamen trading business Mein loss hota hai To Ham sochte Hain yah kam hai Hamen is Chhod Dena chahie lekin Aisa nahin karna chahie Hamen apni mistake ko find karna chahie aur uski correction Karni chahie Forex trading Ek bahut hi Jabardast business hai agar isko proper knowledge ke sath Kiya Jata Hai To bahut hi acchi earning Hasil ki Ja sakti hai isliye aap kabhi bhi Forex trading business ko chhodane ke bare mein sochte
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

                    exactly sahee khty hein forex mein participate kerna bht hi asa hy lekin iss mein kamiyabi hasil kerna bht hi mushkil .yeh unlogo key ly jo forex mein sirf aur sirf profit lena chahty hein wo bhi without learning jub wo apney maksad mein kamiyab nhi hoty aur aisey loog forex mein bht juld fail ho jaty hein jis ki wjaa sey wo forex ka ziada dair tak sath nhi dety aur issey chor dety hein ..
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

                      Gee haan forex ko log iss lye chor jatay hain kyun kay iss kaam mein mehnat bahut zayada kerna perti hai iss mein perhna bhi bahut zayada hota hai agar aap forex mein kamyabi chahtay hain tou uss kay lye aap ko forex tou lazmi learn kerna peray ga iss kay beghair tou kaam nahin chalta kamyabi hi issi sae milti hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

                        G bilkul forex ko chor y ki big reason yehi ha k hm pehly apni learning ko complete krty ni haen aur trading start kr daity haen hamaen aisa krna bht mehnga perhta ha q k jb learning hi complete ni ho ge tu hm kaisy achi trading perform kr sakty haen. Hamaen es bary mein sochna chaye.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

                          App ke baat mai say mai b agree karta hon ke logon mai forex ko chorny ke bari waja yahi ke log forex trading ko join karny ke baad iss ke learning per zaida tawajo nai daite hain aur direct trading per lag jatay hain. aur learning kiye baghir trading say faida hasil nai hota aur log trading chorny lag jatay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

                            Asslamu Alakum wellcome to pak forex forum dear friends ap n such frmya hai kch log forex p kam krna chor dety hun us ki sb se bri wja ye hai k knowledge ka km hona hai es k alwa learning ni krty
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex chorny ke bari waja learning ka complete Na hona a

                              yes sir hum ko s mien aa ker her bar lerning karna hota hai or hamain as mien aa ker hr bar learning complete kerny k bad he kam karna hota hai or hamain as mien aa kr her bar hamain as mien aa ker kam karna or hamain as aa kr her bar dil say try krna hot hai agar hum as mien aa ker kam kerty hien tu hum earning ker sakty hien.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X