Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona
    Dear members kiya mene sahi kaha Hai k trading ke dauran mistakes Hona yani account ka wash Hona Hota Hai
    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

    g han bhai jan apki bat thk hai k jab hanm trading ker rhy hoty hain to ager hamny koi bhi mistake jan booj ker ki ya lalch ki to smjho apka account wash is liye hamen chye k ham apna account wash hony sy bcahin aor small lot lagin aor tpora tora prfoit p[er iktafa kren.
    • #3 Collapse

      Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

      GHan apne Theek kaha Trading Main Account Wash Sirf mistake Se Hota Hai Agar Ap Mistake Par Jab Tak Qabo Nhi Pain Ge ap Kabhi Bhi Kamyab Nhi Ho sakte is Lye Agar Apne Kamyabi Hasil Karni Hai To Learning Karen Earning Bhi Hogi Our Learning Bhi.
      • #4 Collapse

        Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

        ji bilkul agar dekha jaaye to aapki baten theek hai ki Jab Main mistakes karte hain to Surat mein hamen blouse ka samna karna padta hai aur agar humse jyada mistake se ho jaaye to Ham Apna account bhi wash kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham koshish karenge kam se kam mistakes Karen aur uske liye yahi hai ki aapke pass se acha Na Lage ho achcha experience Ho tabhi aap mistakes se bus sakte hain aur apne account ko save rakh sakte hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

          g bilkul mistakes hi ki waja say account wash hoty hain jitni kam mistakes hum karen gay hamara account utna hi save rahy ga so hamain mistakes say avoid karna chahye aor kabhi bhi mistakes ki waja say account ka nuqsaan nahi hony dena chahye jitna zada hum is main mehnat karen gay hamary liay utna hi behtr ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

            Dear Brother is business may har kise say mistakes hothay hay lekin agar koi mistakes nahee karega tho wo expert kasay hoga is liay mistakes har kise say hothay hay lekin os say seekhna walay he kamyaab hothay hay our account wash honay say bachana hay tho har trade may stop loss zaroor use karay aap ka account kabhi be wash nahee hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

              ji mere pyare bhai trading ke dauran agar humse chhoti ya badi koi bhi mistake ho jaati hai tu samajh le hamara account was ho gaya hai hamara account se nahin hai hamen chahie ke jitna jaldi jitni koshish se a ham is kam mein jod n experience ke sath kam karen knowledge ke sath kam karen to hamara account was nahin hoga ham khud ko ek tak ki yatra insan banaa sakte hain kyunki jis account mein trading ke dauran mistake ho jaaye to account 100% was ho jata hai shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

                Assalamu ALaikum my dear bhai jan main ap se sehmat hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex trading aik bahut he sensitive business hae is main thore se mistake se apka account wash ho sakta hae to is liye hamne cahiye ke hum trading main mistakes na karen agar hum se ho bhe jate hae to un mistakes ko repeat na karen
                • #9 Collapse

                  Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

                  Assalamualaikum dear friend aapki baat bilkul theek hai trading ke dauran Hamara account isliye wash Hota hai ki Hamari Chhoti Si mistake ki vajah se Hamara account wash ho jata hai jisse Hamen bahut Ziada nuksan Hota Hai isliye Hamen chahie Kamyab trading Karen acchi Tarah Soch Samajh Kar market ko analysis Karke trading Karen to aapki koi mistake Nahin Hogi Is Tarah aapko accha profit hoga aur aapka account be safe rahega
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

                    Boss aap ki baat belkul durast hai aur mien aap sy itfaq karta hun k agar ham as mien kaam kerte hien aur agar ham as ko seekh lete hien tu ham as mien kamyab ho sakte hien as lyee ham ko as mien her bar seekhna hota h
                    aur ham ko as mien her bat ko seekhna hota h jab ham as mien seekh lete hien
                    tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as ko seekhna zarori h aur as mien ham ko her bar seekhna hota h aur ham ko khud k lyee acha mustaqbil hasil karna hota h aur ham ko as mien her bar mistakes say seekhna hota h.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

                      Bhai jaan humko is mein soch samajh kar is mein trade ko open karna chahiye aur is mein humko trading k durian is mein ache se kam karte rahna chahye aur is mein humko apna account wash nahi karna chahiye bilke is mein soch samajh kar trade ko open karna chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

                        Agar trading ke dauran hamara account wash Ho Jata Hai To Aisi Surat Mein Ham Koi Na Koi galti kar Baithe Hain Jo Hamen Nahin Karni chahie Hamen stoploss lagakar trading Karni chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

                          g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai as main Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona as liy hamein chahye hai kee ham as main mistakes se bache agar ham as main mistakes karen ge tu ham as main se earning nahi kar sake ge and hamein as main soch kar bhi kam karna chahye hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

                            ji han Sar aapane bilkul sahi kaha hai agar Ham Pakistan Forex Mein kam Karte Hain To Hamen main trading karte hue Kabhi Bhi Koi mistake Nahin Karni chahie Hamen trade ko Soch samajhkar aur Market ko acchi Tarah Se analyzers Karke trade open karna chahie FIR Ham Jab Bhi trading Karenge To Hamen Achcha profit mil sakta hai thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading ke Duran mistake hona yani account ka wash hona

                              Dear member aapki baat bilkul right hai Pakistan Forex mein agar Ham mistake karte hain aur Ek Chhoti Si mistake se bhi Hamara account was ho jata hai isliye kabhi bhi bagair knowledge or experience ke trading na Karen aur jab aapke pass knowledge or experience bahut hi Achcha Ho Jaaye to aap ismein trading karke bahut hi accha profit Kama sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X