forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai
    salam all members
    har koi new trader pochta hai forex kamyabi kitny dair main milty hai or kitny dair main forex sikh sakte hai jab k har kamyab trader main koi 6 month ka bolta hai koi 1 year koi 3 koi 5 years ka asal main wo trader hi itny dair main kamyab howay hai main aap logo ko sidha sada bata do forex main kamyabi ki yeh koi guranty nai hoty k aapn kitny dair main kamyab ho forex main kamyabi ki daromadar aap ki mehnat or koshash par hi hota hai k aap main sikhnay ki silahiat jitna zaida ho gi aap utny zaida jaldi hi forex sikh sake hai yeh sirf aap par hi manhasar hai aap k jisam main sikhnay ki salahiat kitny zaida hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

    GHan Apne theek Kaha Kaha Kamyabi Ka 100% Daro Madar learning Our Knowledge Par Hai our Ye dono Chezian Mehnat se Hi Hasil Ki Ja Satki Hain Mehnat Kren Knowledge Barhe Ga Jab Knowledge Hoga To Ap Profit Bhi Hasil Kar Sakian Ge.
    • #3 Collapse

      Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

      Ji han dear aapane bilkul theek kaha hai Forex Mein jitni acchi trade Karenge utna hi Achcha profit Hasil kar Sakenge members ko chahie ke forest market ke bare mein knowledge Hasil Karen..
      • #4 Collapse

        Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

        Assalamualaikum dear friends Forex Mein trader ki mehnat ka daro madar trader ki kamyabi Hy AP ko chahy Soch samjh k trade krain r ek accha trade kr k ek accha profit Hasil karne ki koshish krain.
        🌼 Never Give Up 🌼
        • #5 Collapse

          Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

          g bhot achi bat ki k kamyabhi sirf depend kerti hai hai ttrader per k trdaer kia kerta haio aor kuitni mhnat ker k bussiness ko seehk rha hai.isliye hamen chye k ham bhi is bussiness ko seehken aor kam kren.kun mhnat k zrye he insan kahan sy kahan tak phonch jata hai.isliye hamen chye k ham forex menm kmyabhi kaily mhnat kren.
          • #6 Collapse

            Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibking1 پيغام ديکھيے
            salam all members
            har koi new trader pochta hai forex kamyabi kitny dair main milty hai or kitny dair main forex sikh sakte hai jab k har kamyab trader main koi 6 month ka bolta hai koi 1 year koi 3 koi 5 years ka asal main wo trader hi itny dair main kamyab howay hai main aap logo ko sidha sada bata do forex main kamyabi ki yeh koi guranty nai hoty k aapn kitny dair main kamyab ho forex main kamyabi ki daromadar aap ki mehnat or koshash par hi hota hai k aap main sikhnay ki silahiat jitna zaida ho gi aap utny zaida jaldi hi forex sikh sake hai yeh sirf aap par hi manhasar hai aap k jisam main sikhnay ki salahiat kitny zaida hai
            Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein kamyabi ke liye Kafi time Dena padta hai Ham Ek Do Mahina kam Karke yah sochne lag Jaate Hain Ki Ham is business Mein kamyabi Hasil kar lenge aur Hamari Har trade hi Hamen profit Degi Aisa Socha bahut galat hai yah Ek bahut bada business hai jo Dheere Dheere nahi samajh mein aayega
            • #7 Collapse

              Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

              G bilkul apnay thk farmaya hy k forex myn trading ka daromdar insan ki apni mahnat per hota h jitni zeyada mahnat hoti hy utini hi zeyada earning hoti hy is ly khoob mahnat karna chahye.thanks
              • #8 Collapse

                Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

                g haan bhai jaan ap ki bat sahi hai aor main ap ki bat se agree karta hon as forex main kamyabi ka daromadar trader ki mihnat par hota hai as liy hamein chahye hai kee ham as main mihnaty trader bane agar ham as main mihnaty trade bane ge tu ham as main kamyab ho sake ge tu hi ham as main kamyab ho sake ge
                • #9 Collapse

                  Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

                  Dear Kisi bhi business mein Ham tab hi kamyabi hasil kar sakte hain Jab Ham khoob mehnat karte hain isliy hamen chahie kya Ham forex mein bhi khoob mehnat Karen is business ko acche se samjhe aur karna sikhen experience ko apni knowledge ko badhaen tabhi hamek acche leader Ban sakte hain aur is business se acchi earning hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

                    Good Morning Friends
                    Ham jab is main apna kam mehnat kee daromadar par kam karte hain to ham is main kamyab ho sakte hain ham ko is mein daily posting karna hoga aor ham ko is mein mehnat bhi karna chahye is mein ham ko hard working karnma hog ais mein ham kamyab ho skate hain aor ham ko is mein ace ache posts karne chhhey is mein ap kamyab ho skate hoan aor is mein apko ihtyat se kam karna chhhaye tyab ja kar ap s mien kamya ho sakte hian
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

                      Assalamu Alaikum dear Forex member ke bhai jaan aap sab theek Honge agar koi ismein mehnat Karta Hai To ismein vah jald se jald kamyabi Hasil kar sakta hai Kyunki mehnat ki daron mein Dhaar kamyabi per hota hai agar aap ismein Achcha kam Karenge to aap ismein Achcha profit bhi Hasil kar paoge agar koi ismein Achcha Kam Nahin Karega to vah Achcha bonus Nahin Hasil kar payega thank you
                      :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

                        Boss aap ki baat belkul durast hai aur jetna ho sake ham ko mehnat karna hota h agar ham as mien kaam kerte hien tu ham ko as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien khud k lyee kuch na kuch kamaee karna hota h as lyee as mien
                        hamain khud k lyee kuch na kuch kerna hota h jab ham as mien mehnat kerte hien tu ham as mien kuch b hasil ker sakte hien as lyee ham ko khoob sy khoob mehnat kerna hota h aur ham ko kamaee kerna hota h jo b mehnat kerta h us ka as mien as ka sila zaror milta h aur ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur kamaee karna hota h.
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

                          Dear aap na bilkal thek baat ki hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading main kamyabi hasil karna k laya bhot zayada mehnit karna parti hay kyun k instaforex trading aak online worldwide international bussniss hay aur aam bussniss sa bhot zayada different targa ka bussniss hay iss bussniss ko samjna k laya bhot zayada time aur mehnit ki zarrorat hoti hay aap iss bussniss main jitni zayada mehnit karan gay utna he jaldi aap iss bussniss main kamyab ho saktay hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main kamyabi ka daromadar trader ki mehnat par hota hai

                            G hain bhaijaan aapne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein kamyabi chahye to hum is mein mehnat se kam kare aur is mein humko kamyabi tabhi milega jab hum is mein mehnat se kam kare ga to hum is mein kamyab ho skate hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X