Trading me dil sy nahi dimag sy socho
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me dil sy nahi dimag sy socho
    Dear fridns forex aik ASA business hy jahan apko dil sy nahi dimag sy sochna parta hy dimag k faislo py amal krna prta hy dil sy Jo sochty hen wo emotions me AA k hamesha apna loss me izafa krty rehty hen trading me hamesha apny dil sy socho dimag sy nahi isi me apka faida hy trading mex dimag sy leay gay faisly hamesha kamyaab sabit hoty hen is leay koshish kren emotions me AA k dil ki Na maane
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me dil sy nahi dimag sy socho

    Assalamualaikum dear friends mere khiyaal main mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kay forex business main dil nahi demagh ki zaroorat hay hamain forex business main kamyaabi kay liay demagh ka estamaal karna hay oar apni life ko behter banana hay
    • #3 Collapse

      Re: Trading me dil sy nahi dimag sy socho

      Ji han dear aapane bilkul theek kaha hai trading totally minded business hai is mein agar aap mind se kam Lenge to hi Behtar kam kar Payenge apni strong statgery Banaya aur uske mutabik kam Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Trading me dil sy nahi dimag sy socho

        g han bhai jan apny thk kha hai k hamen chye k ham trading kaily dill sy nh kam kren kun dill to kbhi kbhi lalch per majboor krer deta hai.iskaily hamen chye k ham dimagh sy jo kam kren gy to ham soch ker kren gy aor us sy hamen faida bhi ho ga.aor istrah ham lalch sy bhi bach jain gy.
        • #5 Collapse

          Re: Trading me dil sy nahi dimag sy socho

          Aslam O Alaikum Dear Friends:1f339::1f339:
          Bilkul apne sahi or acchi baat share ki hai trade lafate waqt hume dil ki nahi apne damagh ki sunni chahye cauze damagh he me humara sab experience ir knowledge load hota hai isliye jitna hum haazir damagh hokar kaam karege utna he humare liye loss se bachkar succes hasil karne ke ziada chances hote ben Damagh se kaam lene me he kamyabi hai:1f60e::1f60e:
          • #6 Collapse

            Re: Trading me dil sy nahi dimag sy socho

            ji bilkul aapki yah baat bilkul theek hai ki forex business mein agar Ham success hasil karna chahte hain to uske liye bahut jaruri hai ki Ham Apne mind ko har time bilkul active rakhen kyon ke Jab Tak hamara mind proper hamare kam ki taraf nahin hoga tab tak Ham bilkul bhi acchi trade open nahin kar sakte isliye forex mein kamyabi hasil karne ke liye jaruri hai ki aap apne dil se nahin balki Apne dimag se kam Le tab hi aap ek successful trade Ban sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading me dil sy nahi dimag sy socho

              Aapane Sahi kaha hai ki trading mein dil se nahin dimag se Socho dimag se Agar Ham Soch Samajh Ke Apna Kam Karenge to tab bhi Ham is business mein sahi Mano Mein Kamyab Ho Payenge
              • #8 Collapse

                Re: Trading me dil sy nahi dimag sy socho

                G hain bhaijaan aapne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein trading dil se nahi dimag se karna chahiye aur hum ko is mein trading ko soch samajh kar is mein karna chahiye aur hum ko is mein har trade ko open karna chahiye sochna zaroori hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me dil sy nahi dimag sy socho

                  Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Hamen trading karne ke liye ye dil se nahin sochana chahie Kyunki Dil Se Karenge To Hamara kam galat bhi ho sakta hai balki Hamen Apne dimag se sochana chahie aapane dimag Soch Samajh Kar fresh mind hokar Apne knowledge ke mutabik trading Karenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi aur acchi earning bhi Milenge Agar Dil Se Sochenge to dil mein bahut Ziada Khyal Aate Hain Hamen loss ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me dil sy nahi dimag sy socho

                    Dear member you are right k hamen dil se Nhy balke dimag se sochna chaye hamen profit hasil karna Hai to hamen lazmi dimag se kam Lena chaye market ko analysis karke trade Karen take ap ismein asani se profit hasil kar sako aur apko achi learning bhy aegy thank you
                    :1f60e::1f60e: Knowledge is power so gain it first :1f60e::1f60e:
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me dil sy nahi dimag sy socho

                      dear bhi ap ny really good swal ask kya during start tradeing hum ko her kind of things ko relax ho kar analysis kar lyena chye aur bad main next steps think kar kam karna chye hum ko khud ko first of all mental ko satisfy kar lyena chye ka really yeh trade hum klye good prove ho g bad main is ko select karna chye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X