Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???
    Forex mai mahant ki hum bat karta hain laken ap ko ya bi maloom hona chaya knowledge or mahant dono sath sath hain agr ap serf mahant pr depend krta hain knowledge hasil nahi krta hain tu mahant ka fida nahi or agr ap knowledge hasil krta hain or mahant nahi krta phr bi koi fida nahi bus zero result mila ga so ya dono sath sath chalta hain dono lazmi hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

    Assalamualaikum dear friends kiya hall hay mere khiyaal main mehnat oar knowledge main bahot fark hay forex main mehnat say muraad ham ziyaada say ziyaada posts karain oar forex pe tawajja dain lekin knowledge forex business ko kes tarah say deal karna hay knowledge kehlaata hay
    • #3 Collapse

      Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

      Bhot Hi Simple Hai Mehnat Our Knowledge Main Farq Karna Knowledge Mehnat se Hasil Hota hai Na Ke Knowledge Se Mehnat Agar Ap Mehnat Karen Ge To Ap Ke Pass Knowledge Aye Agar Ye Baat Yad Rakhian pehly Mehnat Karen Bad Main Knowledge Aye Ga.
      • #4 Collapse

        Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

        Gee haan forex mein mehnat aur knowledge ka hasil kerna donoun hi bahut zayada important hain aur mehnat aur knowledge mein bahut zayada farq hai mehnat tou aap knowledge hasil kernay mein bhi ker saktay hain aur trading mein bhi mehnat ka matlab hai aap koi bhi kaam dil sae kerain aur uss kaam ki takmeel kay lye apnay tamam wasail baroikaar lain aur uss mein khoob soch samajh ker kaam kerain yeh mehnat hai
        • #5 Collapse

          Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

          G Han thek kaha apny k in dono factors ka forex main hona zaruri hai isk beger na to forex main kamyabi hasil kar sakte hain or na he hum earning kar sakte hain sirf knowldge hone sy faida nahi hota balkay hume mehnat karna bhi zaruri hota hai or sirf mehnat zaruri nahi hoti balkay knowldeg k beger hum trade bhi nahi laga sakte.
          • #6 Collapse

            Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

            Dear friend mehnat Karke forex market ke bare mein knowledge Hasil karna hai knowledge Hona bahut hi jaruri hai aapke pass Forex ke bare mein Achcha na League hoga to hi Behtar kam kar Sakenge..
            • #7 Collapse

              Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

              bhaio jan apki bat thk hai k ager ham mhnat kren aor knowledge na ho to koi faifda nh aor istrah knwoledge ho laikin us ka impliment na kren mhnat k zrye to us ka bhi koi faida nh.isliye hamenchye k ham mhnat kren aor mhnat k sath sath apna knowledghe bhi istimal kren.
              • #8 Collapse

                Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

                forex business mein kamyab hone ke liye bahut jaruri hai ki Ham khoob mehnat bhi karenge aur accha knowledge bhi hasil karenge ke Jab tak Ham mehnat nahin karenge Ham achcha knowledge nahin hasil kar sakenge aur jab tak hamare pass achcha knowledge nahin hoga tab tak Ham acche trader nahin Ban sakenge isliye hamen chahie ki Ham mehnat ke sath sath Apne knowledge ko bhi tabhi Ham ek acche trader Ban sakte hain aur kamyabi hasil kar sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

                  Brother baat ya hay k aap knowledge kisi be kam ka us time he hasil kar saktay hain jab aap mehnit karan ager aap mehnit nahi karan gay to knowledge hasil nahi kar saktay hain same issi tarha instaforex trading main knowledge k bagher aap kamyab nahi ho saktay hain ager aap knowledge hasil kar latay hain to mehnit k bagher knowledge kisi kam ka nahi hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

                    Mehnat yah hoti hai ki aap apne kaam ko time Dekh Kar usmein kam Karen aur knowledge yah hoti hai ki use kam ko karne ke liye aapke pass kya information Hai ine donon Ka Hona bahut hi zaruri hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

                      G hain bhaijaan aapne bilkul hi sahi kaha hain forex mein mehnat aur knowledge hona bohat hi zaroori hain aur humko is mein ye dono hain to hum is mein kamyab ho sakta hain aur hum ko is mein knowledge hona bohat hi zaroori hain aur mehnat to hum khud hi karte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

                        g haan bhai jaan agar hamre pss as main knowledge ho ga tu ham as main mihnat kar ke kuch ban sake ge s liy hamein chahye hi kee ham as main demo ka use kare experience bhi hasil karen agar experience hasil ho jay ge tu ham as main kamyab ho sake ge and hamein as main dil laga kar bhi kam karna chahye hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

                          Gee han bilkul aap ne thik farmaya jab knowledge ho ga to mehnat ho gi misaal k tor par agar koi kam sikhna chahte hai aap k pass koi teacher hi na ho aap paray likhe b na phir aap kam kaisay sikh sako ga agar aap ki study nai hai phir aap wo kam sikh sakte hai agar aap k pass ek teacher ho wo aap ko knowledge de ga aap asani se sikh jao gai
                          • #14 Collapse

                            Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

                            g brother thk khty hein ap keh mhnat aur knowledge donu ko focus kerna chahiy mhnat jitni bhi krein gy ager ham ney knowledge ko focus ni kiya to ham aik acha profit aur kamiyab trader kbhi ni bun sakin gy .kamiyabi key liy mhnat acha knowledge aur acha experince yeh sab bht ehm hein hamin ager kamiyabi chahiy to in sab per concentrete kerna chahiy takeh hamin achi learning bhi ayr achi earning bhi hasil ho .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mahnat or knowledge mai kia fark hai or kia forex mai dono important hain???

                              yes sir hum ko as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa ker knowledge or experience ko increase karna hota hai agar hum as mien aa ker kam kerty hien tu hamain as mien aa ker her bar hard work karna hota hai or hamain as mien aa ker her bar kam karna hota hai or hamain as mien aa kr her bar earning k lye try karna hota hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X