trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?
    asslam o alikam dear ap ne fallow kiya hoga k jab market ka trend change hota hai tu phr market apni marsi se koi ajeeb movement krti hai is liye jab hamra trends line change hota ha tu hume soch samj kr kam krna chaiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

    g han bhai jan ap mery ktyal men ye khy rhy hain k jab ham koi trade open klerty hain to us sy hamra trend line mtlab margin nkhtam ho jata hai jab hamri trade loss men chali jati hai.isliye hamen chye k ham apny chart ko dhaiken laikin is k illawa jab bhi ham trde open kren to lot kam istimal kren tak hamra margin baqi rhy.
    • #3 Collapse

      Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

      Agar aap apna dimag Jyada chalenge to aap is Mein Pagal Ho Jaenge agar aap is Mai pagal hone Se Bachana Chahte Hain To aap is mai apna dimag Jyada na chalayen burkhe Thoda Thoda dikhao chalayen Apna knowledge Jyada mat chalayen Mein Thoda Thoda knowledge istemal Karen Kyunki aapka knowledge Chala Jaega To aap kaise kam kar Payenge
      Click On Name And Visit My Journal
      Naseer953 Trading Journal
      • #4 Collapse

        Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

        Dear friend Hamesha market Mein vate Karke trade open Karen trend Mein trade open Karenge to hi acchi trade open Hogi Jitna Jyada Maar Peet ko analysis Karenge utani hi acchi trade open kar Sakenge..
        • #5 Collapse

          Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

          Dear friend trend line kay change kernay say hamara entry point bhi khatam ho jata hay. is liye kehtay hain kay chart kay analysis sab say pehlay kerna chahye ta kay trader ko aik hi bar mukamal market ka idea ho jaye aur wo bar bar apnay tools ko change na keray. jab analysis confirm ho jaen to us kay bad entry point ko search kerna chahye.
          • #6 Collapse

            Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

            G han brother ap thek kah rahay hain, jab market kisi trend main move kar rahi hoti hay to us wakt us ko analyse karna kuch asan hota hay but jab market apna trend change karti hay aur side way move karti hay to us wakt marker ko anlayse karna bahut mushkel ho jata hay aur us wakt hamain wait kar lena chaheay.
            • #7 Collapse

              Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
              asslam o alikam dear ap ne fallow kiya hoga k jab market ka trend change hota hai tu phr market apni marsi se koi ajeeb movement krti hai is liye jab hamra trends line change hota ha tu hume soch samj kr kam krna chaiye
              Walaikum assalam Mere Khyal Mein market Mein Itni Badi movement jab hi Aati Hai Jab Forex ki koi news release Hoti Hai Jaisa ke Aaj Dekhne Mein Aaya Hai check crude oil ki Kitni Badi movement Hui Hai yah sirf ek news ki vajah Se Hui Jo ke Saudi Arabia Mein oil field per attack ki vajah se thi
              • #8 Collapse

                Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

                hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karna chahey jab trand line change hote hain to hamy market ko samjna muskil hota hain hamy market ko achy sy samj kar is main enter hona chahey agar hum is main tukky baze chlay gy to hamy loss ho jay ga is main market ka koi kasur nahe hota loss ky zemadar hum kud he hoty hain
                • #9 Collapse

                  Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

                  forex aik acha business hain hamy is mai expeirence ko best bana kar trend line ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum pasai kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bahtren busienss hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                  • #10 Collapse

                    Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

                    \ main aap Logon Ki Baat se agri nahin karta hun Kyunki Kuchh log Ja Pavithra acche wala bhi le rahe hain main personally in Logon Ko Jaanta bhi hun jo Yahan Pavithra le rahe hain aur kam bhi yahan par bahut acche se kar rahe hain ine Logon Ko chahie ki market Mein Apna level create Karte Rahana chahie vah Jitna jyada ho sake yahan se earning karne ko kis Kiya Nahin karne Ke Vaste advantages
                    • #11 Collapse

                      Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

                      Forex aik bhut acha platform haii jis se apko bhut faida ho sakta haii agr ap learn kren zeada se zeada r senior members ko follow kren ta keh apko experience ho kis trh se trade market ko utilize krna haii
                      • #12 Collapse

                        Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

                        Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham ko as mien jab b trade karna hota h tu ham ko as mien analysis karna hota h agar ham as mien waqt per theek analysis kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar
                        soch samjh ker waqt per trade kerna hota h agar ham as mien theek waqt per trade kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur ham ko her bar trend ko follow karna hota h.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: trend line k change se aksar hamra entrey point be khatam ho jata ha ?

                          g haan bhai jaan ap ne sahi bat ki hai aor main ap ki bat se agree karta hon as fore trading main trend line k change se aksar hamra entry point be khatam ho jata hai as liy hamein chahye hai ke ham as main trend line se change se pahle as main apna planing kar le ta ke hamein as main kamyabi mil jay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X