< market per effect >
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    < market per effect >
    mere zehan me hamaisha aik khiyaal aata he ke forex market ko kiya trading ke buy ya sell se faraq perta he kiya is ki wajah se up and down hoti he aur kiya aisa he ke demo account ki trading bhi effect karti he ya is ka real market se koi taoliq nahi hota kiunke is me tu money real nahi hoti
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes friends we can make easily 10 to 15 dollars daily basis if we have good signals, i think the signals based trading should be the best for traders, newbies can also trade with signals easily.
    • #3 Collapse

      Market ki movement kisi bhi country ki economics ki waja se hoti hai lekin thora effect buyers aur sellers ka bhi hota hai. Demo account par trading se koi effect nahi hota.
      • #4 Collapse

        jee haan jnab each and every trade ka market ki movement per effect hota hai market ki upward yah phir downward movement iss terha he to hoti hai k market main ager koi heavy trade lgata hai with the high lot size to uss ka market per boht effect perta hai
        • #5 Collapse

          agar aap ko forex aata hay yahni kay agar aap nay forex kisi achay ustad sya sikh hay tu phr aap ko chahiyah kay aap sabar say kam lain.
          • #6 Collapse

            forex mein ey to hota hai ke jab ap mentally stressed hote hain aur tb trade karte hian to phir ap theek trade nahi le paate aur apko is mein loss hojaata hai.
            • #7 Collapse

              dear friend jab ham is main trading kertay hian dn and jis pair ki demand berti hai to us ki kadar mnain izaafa ho jata hai jis ki waja say markety main yeh price asaar andaaz hoti hai.
              • #8 Collapse

                there are many things that effect the market movement and in the most cases the financial situation of any country are directly effecting the pairs and you should keep eyes on the every important news.
                • #9 Collapse

                  gee haan bhai hmein apne trading mein dihan se kam krna hota he aur hemein demo account mein trading ke practice krne hote he es trah se hmein trading market ke jo effect hote hein woh smjh ate hein aur hm apne real trading bhtr kr lete hein
                  • #10 Collapse

                    Dear humery pass demo account learning k lay hum open kerty hain us main profit loss ki koi tension nahe hoti hy us leaylearning ache hoti hy our live main pher hum ache trading ker k ache earning learning ache hony ki waja sakerty hian
                    • #11 Collapse

                      forex trading mien jitne bhi economical events hian unka is market pe effect zaroor parta hai aur ap ko us ki bhi reading karni ani chahiye to hi ap sahi trades le sakte hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        market main jab kam karty hain to humain is main hard work karty hain to humain is main agr success hasil karni hay to humain practice kar kay kam karna ho ga perfect ho kar ana ho ga ta kay humain loss km say km ho
                        "The mind is everything, What you think you become"

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X