Ek sy zyada tread lagany ka nuksan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ek sy zyada tread lagany ka nuksan
    Ji han yah Baat bilkul theek hai ki ek Se Jyada trade lagane ka nuksan Humko chahie ki Ham ek lakh Mein Ek trade lagaen Taki ham usko pure tarike se check kar sake aur accha profit Hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ek sy zyada tread lagany ka nuksan

    Ek Se zyada trade open Karne Ka nuqsan Ye hota Hai Ke ap kisi Ek Trade Par Tawajha Markooz Nhi Kar Sakte Our Ap Ko mushkil Peesh Ati Hai Jis ki Wajha Se Ap Loss ka bhi Samna Kar Sakte hain Is Lye best Hai Ke Ap Ek Trade Open Kar Ke rakhian.
    • #3 Collapse

      Re: Ek sy zyada tread lagany ka nuksan

      Ak s zyada kabi trade na lagain warna bohot bara loos ho sakta hai aksar asa bi hota hai ap ko ak trade mai accha profit ho jata hain or dosri trade mai loos tu ap abi tak zero hi point pr hain is lia ak s zayda trade open na karian ta ka ap ko loss nahi ho or ap profit withdrawal krwa sakain
      • #4 Collapse

        Re: Ek sy zyada tread lagany ka nuksan

        dear friend forex trading mn meray khial k mutabik aik time mn sirf aik he trade lgani chayay keun k agr ap aik sa ziada trades lga detay hn to ho skta ha apki sub trade loss mn chali jayn to bahot jald apka account wash ho skta ha
        • #5 Collapse

          Re: Ek sy zyada tread lagany ka nuksan

          hi dear friends ALLAH app logon ko hamesha khush rakhe ameen, umeed kaarti hun k app saab log khariyat se hun ge, aur theek hun ge ,mein is post k about yeh kehna chati hun k hn mein app ki bat se agree karti hun k humein aik waqt me sirf aik trade lagani chaiye taah hum us ko ache analysis kar sakein or ziyada profit gain kar sakein ,THANK YOU ALL DEAR FRIENDS
          • #6 Collapse

            Re: Ek sy zyada tread lagany ka nuksan

            ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai sorry ki spelling Mein Ham Agar Ek Se Jyada trade open Karte Hain To ismein Hamen loss ho jata hai Kyunki Ham Jyada lalach karte hain isliye Ham Sab Ko chahie ki Ham is male or se bachen love se bachne ka ek hi Tarika hai ki Ham is Mein laalach Na Karen Agar Ham ismein lalach Nahin Karte Hain To Ham is Samay loss ka muqabla kar denge Agar Ham ismein lalach Karte Hain To ismein Hamen loss hota Hi Rahega isliye aap ko Bachana hai to lover se aapko Lala chhodana hoga to hi aap Loss se bach sakege
            PAK ARMY ZINDA ABAD
            • #7 Collapse

              Re: Ek sy zyada tread lagany ka nuksan

              Je dear ik sy zayda threads k mukhtalif nukanat ho sakty hai, ik ye k zayda trade lagae gy to unka meyar behtar ni bana sakyn gy, dosra ye nuksan ho ga k agr sab tradea losa ma chali gae to hamy account k wash honh ki bhot tension ho jae gi, ham relax ho k trade ni kar sakyn gy phr.
              • #8 Collapse

                Re: Ek sy zyada tread lagany ka nuksan

                Bhai jan humko is mein sirf aur sirf aik hi trade ko open karna chahye agar hum zada trade ko open karte hain humko is mein mehnat se kam karte hain aur is mein humko zada trades lagae to humko is mein account wash hone ka bahut hi zyada khatra hota hain
                • #9 Collapse

                  Re: Ek sy zyada tread lagany ka nuksan

                  mere pyare bhai ek se zyada trade ko open karne ke nuksan bahut hai kyunki ek ko sambhalna mushkil hai to jab ham ek se zyada do ya teen trade open karte hain to ham use handle nahin kar sakte isliye hamen loss ka samna karna parta hai hi apne account ko vash karva baithte hain achcha bonus hasil nahin kar sakte a es se best hai hi ke hamen ek hi trade ko open karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Ek sy zyada tread lagany ka nuksan

                    Hamesha koshish Karenge trading Mein Chhota marium hi trade Karen Taki aapko Kisi kism Ka nuksan Hi Na Ho Jab aap Chhote wali Humse trade Karenge to aap ki trading Kafi had Tak se Kyon Ho Jaati Hai Aur aapko Kisi Ki Sangi pareshani Nahin Hoti aap bahut hi Achcha kam kar sakte hain SO small profit hi best hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Ek sy zyada tread lagany ka nuksan

                      G Han thek kaha apny k hume aik waqt main aik trade open karni chaye q k istrah ye risk rehta hai k dono posts humari loss main ja sakti hai to tab hume double nuqsan hoga isliye pehly ek trade open karen or uska loss ya profit dekhen tab dusri trade lagane ka sochen.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X