< Trading ma nuqsaan ki waja >
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

    Ji han bhai aapane bahut hi acchi baat ki hai ki trading Mein nuksan ki vajah bilkul aise hi baat hai trading Mein nuksan Ki Sabse Badi Wajah yah hoti hai ki Ham analyse ko Apne strong Nahin banate hain Ham market ko watch Nahin Karte Ham jaldbazi Mein Aakar Aur lalach Mein Aakar reading open kar Deti Hai Jiski vajah se Hamen training Mein loss ho jata hai agar aap log chahti Hain Ki Hamen trading Mein loss na ho to aapko Sabar ke sath aur relax hokar kam karna hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

      Assalamu Alaikum Forex member Pakistan from Forex trading Mein nuksan ki vajah kya hoti hai aaj main aap Sabko batana chahta hun Pakistan from Forex trading Ki Sabse Badi vajah yah hoti hai ki Ham jaldbazi Mein Apni trade karte hain Jiski wajah se Hamen loss karna padta hai To Hamen jaldbazi Mein Apne trade Nahin Karni chahie jalwadi mein agar Ham Apne trade Karenge To Hamen loss ka Samna karna pad sakta hai
      • #228 Collapse

        Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

        Dear fax member kuchh log aise hote Hain Jo market ko samjhe bagair trade laga dete Hain is vajah se unko kafila so jata hai humko chahie ki trade lagane se pahle market ko chitra se samajhna aur uski jaanch padtal jarur karni chahie
        • #229 Collapse

          Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

          Ek accha business hota hai aur likhkar ghar jitna bhi hai uske andar loss of profit donon Ek Sath Hi Rang karte hain Kyunki Jitna Jyada vah Main parade band hote hain ki aap apne Kaun ko kis Andaaz ke sath kis knowledge ke sath usko cover-up Karya Hote Hain vah To fir aap apni kam se kam kar sakte hain trading work Jo Hamen stop nahin karna chahie Bil kesko karna chahie Jitna Jyada Maar karte rahenge Itna Jyada Marne Ki Jo Hai To Hamari knowledge ke sath Bharti rahti hai Kyunki sikhane Se Hi aapka experience hota hai Varna Jyoti hai main Tuti Hai quantity Paida hoti hai
          • #230 Collapse

            Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

            Trading mn nuqsan ki bohot reasons ho sakti hn...
            Ziada Profit k chakar mn laalich krna
            Experience k baghair trade krna
            Knowledge ka na hona
            Demo account per practice na krna
            Market ko analyse na krna
            Baghair soochy smjhy trade krna
            Jaldbaazi krna
            Trading ko time na dena
            Hard work na krna
            Lack of interest.
            Lack of confidence
            Over confidence..
            Take profit r stop loss use na krna
            • #231 Collapse

              Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

              Forex main nuqsan ki waja ye hai keh hamary pass koi achi strategy nahi hoti jis ki waja se hum main confidence ki kami hoti hai jis ki waja se hum market main begair soche trading Krna loss kr deta hi his ki waja sy member upset hota hi sir trading Chor JATA hi
              • #232 Collapse

                Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                Is ma nuksaan ki waja laaalch ha is ko ham choor da to hma loss nh hoga oor ham kamyaab honga
                • #233 Collapse

                  Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                  Assalamu alaikum dear friend trading villas ki vajah hamari apni jaldbazi hamari apni mistake hoti hai isliye hamen trading mein Koi jaldbazi yah mistake nahin karni chahie hamen mistake ko khatam karne ki koshish karne chahie ek bhi mistake hamen trading Mila deti hai same account was ho sakta hai hamesha soch samajhkar trading karni chahie aur trading jaldbaji mein nahin karni chahie jaldbazi se khaega trading nuksan date karenge karenge
                  • #234 Collapse

                    Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                    Trading ma nuqsan ki boht c waja ho skti hai jin ma sub say phly number ay jld bazi ati hai is liye trade open krty hein to khyl rkha jaye k market ki position kaya hai or humien kis waqt market m trade ko open krna hai or kab close jb hum sochy samjy bagir or sabr ni krty or trade ko bnd kr dwty hein to humien loss hota hai
                    • #235 Collapse

                      Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                      asslam.o.aliakum dosto ji boht he acha sawal kiya hai trading main loss ki waja agr ap log market ko analyse nahi kro gy market ki movement ko nahi samjho gy bina soche samjhe trade open kr do gy lalach main aa kr jaldbazi main big lot use kro gy to apko yaqeenan loss ho ga agr ap achi aur safe trading krna chahte ho to hamesha market ko analyse kr k sabar k sath soch samajh kr entry lo small lot use kro big lot kabhi b use na kro ya apne account ki equity k mutabiq lot use kro sl & tp ka use lazmi karo tabhi ap achi aur safe trading kr k success hasil kr pao gy.
                      • #236 Collapse

                        Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                        my dear ne apne bilkul theek kaha ki neke neke hamen marne ke aakhir ticket rate of naked men nuksan kis vajah se nahin hota mere khyal mein hamen treatment nuksan our experience and knowledge na hone ki vajah se nahin hota hai dusra ab ne kahaforex ke Hain Kya karun apne kamyab hona mein cartoon kam mehnat ke sath sath mein kasba b.Ed Nikki karna padta hai aur mehar ki Jodi kabhi jaldbaji se Kam nahin Lena chahie balkeshwar road tamukkam Jara karna chahie sabar ka phal meetha kya aur unke sabar se hamara mind relax rahata hai agar karte hain ya Lal rakhte Hain to is hamen bada ho sakta haiaur apne Karne ka chitra apne karne ke liye jaruri hai ki Ham sab apne ka Karen ek aur apne kar sakte hain aur kamyab ho sakte hain
                        • #237 Collapse

                          Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                          ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai main aapki is Baat se agree Karta Hun Ki aapane Ek Achcha Sawal kiya hai ki trading Mein nuksan ki vajah Boss ki sabse vagina hoti hai ki Ham Jab trade kar rahe Hote Hain To Ham lalach kar Jaate Hain ya FIR Ham jaldbazi kar Jaate Hain tab bhi Hamen is trade Mein Lala sochati hai isliye main chahie ki Ham Jab Bhi trailer Gaye karke hi trailer Ghani chahie
                          • #238 Collapse

                            Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                            Assalamu alaikum my dear friends Umeed karta hun kya aap log khairiyat se ho gaya Pakistan Park Forex forum sacche profit ko Hasil kar rahe Honge aur kamyabi ka Apna Muqaddar bana rahe Honge ji han bhai jaan aapane bahut hi Pyari Baat Kiya main aapki baat se Giri unke trading Mein nuksan ki vajah kya hoti hai trading mein nuksan kiya jaaye aap Logon ki chalta Baazi hoti hai aur Big Lot size Hoti Hai Jab aap log jaldbazi Mein Bik lot size Ka istemal Karke Apne trade ko open Karte Hain To usmein aap Logon Ko loss ho sakta hai isliye Hamesha Sabar Aur tahammul Ke Sath kam Kya Karen small lot size ka istemal Kiya Karen thank you so much
                            • #239 Collapse

                              Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                              Trading ma nuksan is waja sa hota hai hum learning nahi krte jo bhi bina learning kren forex ma kam krta hai wo loss krta hai or kbhi bhi profit nahi bna skta or loss sa bhi bach skta hai islye learning kren or mehnat kren mehnat krne wala agai jata hai or acha profit bhi bna leta hai or successful bhi hota hai islye learning kren or mehnat kren learning hi key to success hai or hum acha profit bhi bna skte hai learning krke.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Re: &lt; Trading ma nuqsaan ki waja &gt;

                                trading ma nuqsan ki waja ya ha k markeet ko analyaz na karna aur galti karna jaldbazi karna apna kam ma ise sa ham ko experience ma foida ho ga ise sa ham ko apni galti k asas ho ga aur apna kam ko acha bana ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X