< Forex our qismat >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    je main as bat se agre nahe karta kah forex ak qismat h . main nahe manta . kunkah ye ak online bussinees h as main ap ko bohat mahnat karna hote h .agar ap ne mahnat ke ap ak ache tradar hain to qismat ap ka sath de ge .agar ap ache tradar nahe hain ap ke pass knollege nahe ap ne mahnat nahe ke to qismat ap ke sath hargaz nahe de ge . bus ap ko sirf loss he ho ga .ap ko forex main bohat mahnat karna ho ge .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      brother me kismat ka bhi kuch had tak amal dakhal hai kyun ke forex me kabhi kabhi hamari bilkul right trade bhi loss me chali jati hai to waha pe hamari kismat ka amal dakhal hota ha
      • #33 Collapse

        bhai forex mein aap tab tk nai kamaa sakty jab tk aap k pas experince na ho ,aur skills na ho
        jab aap k pas experince hoga usk bhd aap kio luck pehchaani jayegi
        • #34 Collapse

          Dosto mere kahayal main forex trading market main mehant or qismat dono honi chahiye. agar app forex main trading ki har technique ko jante hain to app achi trading kar sakte hain but app ki luck bhi app ke sath honi chahiye.
          • #35 Collapse

            dear jahan tak ap ke hard working ke bat ha wahan paa ap ke ley is mea hard woriking ke sath ap ke luck ka bhe amal dakal ha ap i smea tab he acha proma kar sakte ha jab ap ke luck sath de jaye
            • #36 Collapse

              Ji han forex hamari qismat chmkata hai is main AGR ap chahtay hain k apki qismat chmkay toa apki is main kaam karna chahye or apna carrerr bana chahye
              • #37 Collapse

                Yes forex trading me ham hamare luck pe dipend nehni karsakte.Isme sucess paneke lie hame knowledge or experience hona chahie.
                • #38 Collapse

                  Forex par apni kismat ni azmani chaye balky aik achy experinces ka sath work karna chaye baz log khty hai agr loss ho jaye tou yeh humari kismat hai yeh sab gulat hai yeh humary oper depend kata hai hum mehnat kar kay profit earn kar saky.
                  • #39 Collapse

                    hello dosto forex min qismat ka he zyada khael ha q ky khabi khabi din raat ke mehant bhe zaya hojate ya forex ke earning bhe both achi ha or es ma agar brain sy kam na keya jay to loss bhi hota ha.
                    • #40 Collapse

                      forex ek ful time business hai jis ko ap leran krty ahi or phr us k bad ap is business sy earn krty hai jo is ko jitna zayda achy sy seekhta hai. otny e us k chance hai k wo forex tarding sy zayad profit bna skay or zayda earn kr skay ga. so luck ya short cuts ki jaga forex ko proper tarakys y seekhy or phr acah earn kr k achy tarder bny
                      • #41 Collapse

                        dear forex k business main hamari kismat kaam nai karti balky is main hamain jitna bhe knowledge and experience and skill ho wo he hamary kaam ati hai kyu kis se hamain bohat acha profit mill jata hai...
                        • #42 Collapse

                          assalam o alaikum bhai jaan me to abe new member hn bhai jaan me ap k baat se agree hn bhai jaan forex me hum achi knowledge or experience se achi earnig kar sakty han thank you
                          • #43 Collapse

                            Assalam o alikum bhai bhoot sare log forex tarading me a kr apne luck ko azmana chahte hen balke aisa hona chiaye to hum is bussines ko as a bussiness len na k luck game smjh kr ayen. thankyou
                            • #44 Collapse

                              ya forex me earnining karne ke lie hamari luck ka acha hona zrori nahi karta or na hi iska koi matter be hota he forex me kamyaab wohi log hote hen jo learn karte hen forex market ko or phr work kar rahe hote hen is lie leanring hi sab kuch he or earning isi se ho sakti he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
                                I think there is no place for luck in trading... We need to have proper knowledge and good experience in trading to make profit here..... This is a business not a game.... We can't trade with our luck.... We have to trade with our own knowledge and experience....
                                forex trading mein luck ki koi value nahi hy yahan py bohot sy traders luck py depend karty hain lakin unko earning har waqt nahi hoti, kabhi kabhi unhne heavy losses ko bhi face karna parta hy keun k luck humen humesha profits nahi deti.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X