Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bro Los hamesha achcha lesson deta hai
    ji han dear sar Pakistan forex trading mein loss hamesha achcha lesson deta hai kyunki jab bhi loss hota hai aur apni mistake ko fight karke control Kiya jata hai aur loss ko recover Kiya jata hai tabhi Ham trading mein acche trader Ban sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

    Aslamualikum aap ki trading bohat achi jarahi hogi stay bless koshish honi chahiye kay loss sey sekha jay samjha jay kay loss kyun horaha hay so humay chahiye hum value den account pe loss ko mistakes ko note karain aik best trader jo kuch bahtr karna chahta hay wo hamesha loss se sekhta hay....
    • #3 Collapse

      Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

      dear bhi ap ny really good swal ask ka hy k really big loss hum ko good lesson send kar jatay hein q khum ko ilm hy her kisi ko start main bhut sari mistake ka face karna perta hy jib bhi wo mistake ko apny under main ker leta hy to wo good direction main jana start ho jata hy so it is true that to err is human.
      • #4 Collapse

        Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

        G Han exactly thek kaha apny k loss hume ek New lesson data hai jis sy hum next time k liye or ziada concious hojate hain q k is doran hum us loss ko recover karne main achi khasi mehnat karte hain istrah hume loss k nuqsanat ka andaza hojata hai or hum soch smajh k trade lagate hain.
        • #5 Collapse

          Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

          Loss me Hamesha Achcha lesson Deta Hai aapane Sahi kaha hai per Agar Kisi Ko nuksan Ho Jata Hai nuksan hone Ki Surat mein hua nuksan se lesan Usi Surat Mein leta hai Jab apni galtiyan se sikhata hai aur koshish karta hai ki yah galtiyan repeat Na Hon
          • #6 Collapse

            Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

            Bro loss hamesha account wash karte he jo hume ke kehta he ke jo log yaha pe time pass or mehnat nahe karte un ka yahe hal hone he or wo hamesah he ase rahen ge or apna time west karte rahe ge .
            • #7 Collapse

              Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

              AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy yh bat bilkul sach hy kh hmain loss ky bad hi sabuk milta hy halal business main loss bhi hota hy or profit bhi hmain loss sy derna nh chahiay bulkh hmain is sy zaror sabuk hasil kerna chahiay q kh mayoosi gunah hy.
              • #8 Collapse

                Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

                bro aapki baat bilkul sahi hai ki loss Hamesha Mein achha lesson deti hai ki agar Nahin Hota To Ham sikhte bhi nahin loss Hamare Jindagi Ka bahut hi Bada Aisa Hai sikhane ka Agar Hamen loss hota hai To Hamen ghabrane ki jarurat Nahin Hamen Jyada mehnat karna chahie aur bahut hi Himmat Rakhna chahie Taki Ham Agali dafa profit hasil kar sakte hain thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

                  Asslam o alaikum dear friends AP na billkul tk bola forex trading ma loss bi bohat acha lesson data ha is Lia agr loss ho jy us sa prashan nhi hona chahia lakin jis galti sa loss howa USA door zaror krna chahia next time wash galti nhi krni chahia inshallah bohat acha profit bi ho ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

                    Aap nay bohat achi baat ki hai. Kisi bhi business mai hamesha acha aur bahtreen sabaq nuqsaan ya loss say he milta hai. Profit say kabhi bhi aisa sabaq ya lesson nahi milta jo ziada kaam aa sakey. Forex trading mai bhi traders loss kay baad ziada achay tareekay say trading seekhtay hain kiyu kay wo apni khaamiyoo pay apni learning say qaabu pata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

                      G hn bro aap ki baat bilkul rheek hai sabbaq seekte ha hai ager hum ko ek bar loss jota hai tu phir hum mistake nahi kerte hain loss jab hum ko ho jata hai yu hum acha sabaq seekhte hain aur hum acha knowlage aur experience hasil ker k kamyab ho sakte hain. Loss sy hum bahut kuch seekhte hain.loss ker k hi hum achi earning ker sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
                        ji han dear sar Pakistan forex trading mein loss hamesha achcha lesson deta hai kyunki jab bhi loss hota hai aur apni mistake ko fight karke control Kiya jata hai aur loss ko recover Kiya jata hai tabhi Ham trading mein acche trader Ban sakte hain
                        Assalamu Alaikum yah Baat to bilkul theek hai ke loss Hamen Achcha lesan deta hai lekin yah unhin logon Ko lesson deta hai jo log loss Ho Jaane ke bad emotional Nahin Hote Apne Los ki reason ko Talash karte hain aur uski correction karne Tak hardworking se kam Karte rahte hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

                          Iss may koi shak nahi ha kay forex trading may loss kafi sabaq provide karta ha iss kay leay loss history ko analysis kar kay trade losses ki waja mahloom ho jati ha or future kay leay sabaq mil jata ha kay next time yay ghalti say parhaiz karna ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

                            Dear friend g bilkul Ak bara loss hamesha hamain Ak sabaq deta ha ka business ko bht sabar r ehtiyat sa karna chaia r forex to Ak risky business ha is mn aap ko bari ehtiyat sa trading karni chaia ni to aap ka sara bonus zaia ho jaye ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bro Los hamesha achcha lesson deta hai

                              G hain bhaijaan aapne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein loss se sabaq sekhna chahiye k humko kis wajah se loss hua hain aur humko apne loss wali trade mein dekhna chahiye k kis wajah se humko loss hua aur is ghalati ko dhoond kar isko sahi karna chahye ta k aage humko loss na ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X