Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai
    dear sir bilkul Pakistan forex mein kam karne ka maksad experience on knowledge hasil karna hai agar hamare pass achcha experience aur accha knowledge hoga tab Ham acchi post aur quality wali third karke bahut accha bonus bhi aasan kar sakte hain aur kamyabi hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forum pe hamen sirf bonus hasil karnay k liay mehnat nhi karni chahiay balkay forex trading ka acha knowledge aur experience hasil karnay pe mehnat karen aur yehi bahut bari kamyabi hey
    • #3 Collapse

      Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

      dear bhi ap ny reall good swal ask ka h main ap ka is swal say bhut he more agree ho q ka hum ko kabhi bhi apny personal faiday ka lye koi kam nahi start karna chye hum ko chye k more say more ilm gainkarein ur is ko agay ki janid send kar dein aur always think positive for the success of pk.
      • #4 Collapse

        Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

        Aslamulikum umeed karta hoon profitable trading ko enjoy kar rahay hongay Je haan mehnat sey kaam karnay ka matlab yahi hay kay aap achi koshish kar rahay ho trading kay liye bahtreen knowledge aur experience gain kar rahay ho takay aap ki trading best ho jay so achi koshish he silla deti hay....
        • #5 Collapse

          Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

          Aapane Sahi kaha hai ki mehnat karne ka matlab knowledge aur experience gain karna hai agar Ham mehnat Karenge aur experience Hasil Karenge to tabhi Hamen knowledge Hoga aur knowledge Hasil karke hi Ham is business se fayda Hasil kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

            G han dost hame forex me mehnat karny chahiye aur ziyada se ziyada knowledge aur experience gain karny chahiye forex me experience aur knowledge gain karna bohat zaroori hota ha agar ap kamiyab hona chahte ho to jin logo ke pas forex ki achy knowledge aur experience hota ha unko forex me kaam karne me asaani hoty ha aur wo kamiyab ho jate ha is liye mehnat kare aur ziyada se ziyada knowledge gain karne ki kushish kare
            SUMIYA TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

              Yes friends Mien Sirf Etna Kahna Chahta Hoon Forex news buhat important hoti hain aur yeh traders ko loss bhi deti hain aur profit bhi deti hain. Yeh traders par depend karta hy keh woh news ko kis tarah analyse krta hy aur kis had tak un sey faida uthata hy. Yeh news correct bhi ho sakti hain aur wrong bhi ho sakti hain lekan aik perfect trader apney aap ko safe rakhta hy...
              • #8 Collapse

                Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

                Agar Hamen ismein bahut hi jyada mehnat Karenge To Ham is Samay se knowledge or experience gain Karenge Agar Ham is Samay bahut hi jyada mehnat Nahin Karenge To Ham is Samay bahut hi jyada kam aaenge aur Hamen Aise mein bahut hi jyada Banna Sa chal kar Payenge agar aap isme Kamyab Hona Chahte Hain To aap is Samay bahut hi jyada mehnat Karen
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

                  Dear friend forex business mn trading saroo karna saa pahla app demo account par practise par mahnat saa app kee learning mn azfa hota Haa app forex kaa knowledge mn azfa hota Haa arr app kaa expirnce barata ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

                    Dear friends agar kahen aur hard work ka lafz use ho to us ka mtlab physical hard work hota hay aur jismani mehnat hoti hay but forex trading main hard work say murad koi jismani mushakat nai hoti bal kah sirf mind ko use kar forex ko learn karna hota hay aur trading ka knowledge hasel kar k us ki practice karni hoti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

                      Mahnat kabhi be raigan nahi jati ha mahnat agar right time or right direction may key jay tu uss say knowledge or experience may azafa hota ha jab aap yay knowledge or experience forex trading may utilise karain tu uss say profitable trade lagana assan ho jata ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

                        yes dear ap ki manta hun forex main knowledge aur experience hona boht zrori hai sath sath ap ko rules pay bhi kam karny ka pata hona chaheay phir ap ka experience kam ata hai iss lea ap ko apny mehnt k sath stah rules pay bhi strictkly kam karny par mehnat karni chaheay phir he ap iss main success ho sakty hain iss le ap ko mehnat karni chaheay har aik point ko dekh kar jiss main ziada faida ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

                          G hain bhaijaan aapne bilkul hi sahi kaha hain humko is mein mehnat karne ka maqsad hain k hum is mein knowledge aur experiences gain kare phir ja kar humko is mein mehnat karne ka mutlab milega aur humko is mein mehnat se kam karte rahna chahe
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

                            ji han bhai jaan aapane bilkul sahi kaha hai aur Hamen chahie ki Hamen ismein bahut hi acche se kam Karen aur Hamesha bahut hi jyada Nahin Mat Karna chahie Nahin baat karne ka matlab yah hota hai ki Ham ismein se knowledge or experience Hasil Karen Aur ine Ko Hasil Karke Hamen ismein running karne Ke Kabil Ban chuke hain Agar hamare pass knowledge or experience Honge To Ham ismein acche se trading karke bahut jyada earning kar Payengeisliye Hamen ismein mehnat Karte Rahana chahie
                            PAK ARMY ZINDA ABAD
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnat karne ka maqsad knowledge aur experience gaine karna hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: zs22 پيغام ديکھيے
                              dear sir bilkul Pakistan forex mein kam karne ka maksad experience on knowledge hasil karna hai agar hamare pass achcha experience aur accha knowledge hoga tab Ham acchi post aur quality wali third karke bahut accha bonus bhi aasan kar sakte hain aur kamyabi hasil kar sakte hain
                              As-salamu alaykum aapki baat bilkul theek hai Forex trading Mein Jab Hamen mehnat karne ke liye Kaha Jata Hai To iska yah matlab hota hai ki Forex trading ke experience knowledge ko Kitni jaldi ho sake Hasil kar lena chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X