Forex trading dunya ka sub say bara business hai or jis tarhan dunya is waqt chalrahi hai us say to ye lagta hai kay forex tarding life time ka business hai lekin dunya ko badalnay main waqt nahi lagta agar koi bari tabahi ya qudrati aafat ajati hai to us soorat main forex trading ka business khatam ho sakta hai lekin jis hisab say abhi hai dunya to forex ka end na mumkin hai or ye life time business hai,
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим