lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?
    dear bhi umeed karta hoon ap khyriat ka sath hoon g main ap say yeh opinion gain karna chyta hoon ka hum main say bhut saray dost aisay bhi hotay hein jo apnay bonus ko beranay ki chukr main apna account wash karwa bethtay hein q ka it is true that greed is a curse.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

    G han bilkul agar lalach ki jaye to ye traders ko ghalat rasty par hi le kar ja sakti hay aur traders ko greed kar key ye kabi be nahi sochna chaye key wo kamyab ho sakty hey, profit hasil karny key ley us ko proper planing key sath hi trading karna ho gi, koi be trader lalach kar key es business me kamyab nahi ka soch be nahi sakta hay aur na hi us ko lalach kar key good profit earn karny ki umeed rakni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

      Gee dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain oor ager aap ky Dil main thoori si lalach aati hay too aap ko bara nuqsan bhi ho sakhta hay kun ky lalach main aa ker members ghailti kerty hain oor nuqsan hi ho jata hay.
      • #4 Collapse

        Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

        greed is curs eor kuch log forex mein nakaam he lalach ki wajah sy hotay hain ab bnda unko smjha smja k thak jata k jab daily target pora ho gya ha usk bd trading na kro lekin log andha dhun trading krty zada ki lalach mein prty or phr jo apna capital dala hota us s b hath dho bethty hain bhai forex mein inimum capital sy b apna ghr ka khrcha araam sy niklta ha to rato rt ameer q bnna ha ap sab ko es liye lalach buri bala ha es s bachhna chyh
        • #5 Collapse

          Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

          ji han bilkul aisa hi hai ki forex trading mein jo Ham lalach karte Hain to hamen galat raste per Le jaati hai matlab yah Ham Lal karte Hain aur hamara account jo hai vah loss mein jata jata hamara account ek baat bahut ho jata hai agar Ham knowledge ke hisab se kam karen to hamare saath aisa nahin hoga
          • #6 Collapse

            Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

            assalamu allakum frinds forex ya kisi bhi intarnatinal forum me kam karne ya post karne ke lye itminan ke sath kam kia jai to kamyabi hasil kar sakte ho agar lalach karo ge to lalach ap ko wrong side par le jai ga is lye ham sab ko chahye k dil laga k kam karna chahye aur kamyabi hasil ki jai
            • #7 Collapse

              Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

              Assalamualaikum dear friends kese hain aap sab mere khiyaal main insaan nay jab bhi lalach ki hay ossy hamaisha loss huwa hay oar forex business main lalach to bahot hi bari ghalti hay jes ki sazza account wash main milty hay hamain sabar say kaam karna hay oar mehnat say trading karni hay
              • #8 Collapse

                Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

                g Han bilkul apne bilkul thek bat ki jb ap lalch krty hn overnight rich hony ki koshish krty zeada ki trading krty hn aur loss hasil krty hn.meri sb k liy advice ha k ap jb Forex main Kam krty hn Tou ap target pa focus kren aur usi pa Kam kren aur ye ap k liy bht Acha Hoga ap patience se Kam kren aur experience se mehant kren ap kamyab hongy aur wrong raasty pa ni chlen gy
                • #9 Collapse

                  Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

                  G bhai ap ki bat thek hay, lalach hamain ghalat rastay par hi lay jati hay aur jab trader lalach main aa jata hay to chahay woh ketna hi senior trader q na ho aur us k pas ketna hi knowledge q na ho but woh lalach main andha ho kar woh karta hay jo usay nai karna chaheay esleay usay loss ho jata hay aur us ka account wash ho jata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

                    G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main hamein lalach se bachna chahiye jis ki wajah se forex masin hamein loss ho sakta ha our hamara account bhi wash ho sakta hai is liye forex main hamein mehnat k sath work karna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

                      han gee is main agr hum lalach se kam kren gey tu phr is main hum kameyab nai ho sakte hein is main hume lalach k bhaigr work krna hota ha ese main hume sarif ur sarif lose ka hi samna krna phrey ga hume is menat k sath kam krna chaiye daily
                      • #12 Collapse

                        Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

                        Jub humain ik dafa lalach par jata hy to phir hum kabhi bhi baghar lalach Kay kaam nahi kar sakty kun or lalach kabhi bhi kamyab nahi honay data bulkay noksan ki taraf he lay kar jata hy is liye ap ki chahiye Kay profit agar thora he kun nah milay lalach nah karayn or kum profit main he gozara karyn
                        • #13 Collapse

                          Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

                          g han bilkul sahi baat ha laklach hum ko wrong raste per lay jati ha lalach bilkul achi chez nhi ha koi bi kam lalach se shoro nhi kerna chahye kyun ke lalach ka end humesha loss hi hota ha lalachi insan apni life ma kabi kamyab nhi ho sakta forex ma bi imandari se kam keren naik niyat ho ker kam keren ap zaror kamyab ho ge or ap ki rozi ma berket bi ho gi kyun ke lalach buri bala ha lalach se bachna chahye
                          • #14 Collapse

                            Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

                            Aziz member hope aap sab khairiat sey hongay dear member lalach hamesha nukasan ka bais hay llach sey bachna chahiye loss ka rasta lalach ki wajah sey hota hay hamesha koshish karain lalach se bachen lalach ko avoid karnay mei he aap ki bahtri hay aap koshish karain wrong rasta lalach ka chorr den takay trading best ho....
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lalach hum ko wrong rastay per lay jati h?

                              Bilkul thek kaha ap ne lalach aik bohat bury cheez ha jo apko nakaami karwa sakty ha agar ap lalach karo ge to apko forex me nakaami ka samna karna pare ga aur ap kabhi bhi kamiyab nahi ho sako ge forex me hame sirf mehnat karny chahiye aur apne neyat ko saaf rakhna chahiye neyat ka acha hons bhi bohat zaroori hota ha kamiyabi unko he milty ha jo sirf mehnat karte ha aur apne neyat ko abhi acha rakhte ha
                              SUMIYA TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X