< Very Little profit ... can you accept it >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    jee ye baat bhi theak ki hai apne lekin ye bhi toh dekhain agar newbies hain toh unko chota profit ho raha hai toh ye bhi kafi hai unke liye kyun agar zayada ki lalach ki toh boht nuksaan ho jata hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear hamain is main lalch nai karna chaye kyu k is ke market bohat he fast move karti hai koi pata nai chalta k kab up and kab down ho jaye so ap is ko is main jitna bhe profit ho accept karo..
      • #18 Collapse

        trading main greedy loss ka sub say common reason hay aur reedy ko sub say bara enemy samja jata hay traders ka is laye trading main agr ap ko little profit ho jaye to is ko accept kar lena chaye aur is tarah ayesta ayesta apkay little profit say ap ka capital bhe increase ho jaye ga and bad main ap huge capital kay sath huge earning aani say kar sakin gy
        • #19 Collapse

          Yes agar mujy thora thora profit bhi ho tu main use accept kro ga kun ke iss business main agar hun throi bhi earning karty hai w bhat important hai kun ke phr aihasta ahista ziada ho jaye gi. aur hum achi earning ka kabil ho jaye gain.
          • #20 Collapse

            g shuru mein agr apko thora hi profit mill jaye to sabr or shukr k accept kr lena chahiye.qk ap thora thora profit gain kr k hi zeada ki traf jayem gy .to mere khyal se kam profit ko bhi accept kr lena chaiye.
            • #21 Collapse

              nahe asa nahe ha k ma kam sa kam par he kar lo mera kam sa kam b targit hota ha 20 pips ka agar is sa kam par mojha trade katni parti ha to ma wait karta ho k jub markeet is point par aya gi to ma tub trade ko cloze karo ga
              • #22 Collapse

                indeed expensive brother agr marketplace meri industry ka towards jany wali ho or even mujhy thora sa bi revenue million raha hua in order to guy apni industry properly near krdo ga or even mujhy koi fish issue nai hogi.
                • #23 Collapse

                  g han bhai jan me ye janta hun k hamen little profit milta h magar ye bary loss se hamary loifi kafi behtar h hamen ziyada profit earn karny k liye ziyada invest ment karni pary ge.
                  • #24 Collapse

                    this depends on individual that does the corporation in the event that he or she make use of lots of money as well as he or she would like lots of take advantage of after that it he'll not really accept reduced advantage. however the individual that isn't that a lot educated he or she make use of small money to create advantage he then may accept reduced advantage however in the corporation everybody would like big advantage plus some professional traders tend to be producing big advantage with this organization.
                    • #25 Collapse

                      main apki baat se agree houn bhai jan or aysa hi hona chahiye k aghr hum is main new trader hain to humain is main ziada invest nahi krni chahiye bl k humain is main low capital rkhna chahiye ta k humain is main aghr loss ho b jae to humain ziada nuksaan na ho. is main humain slow trade hi krni chahiye. 0.01 ki lot lgani chahiye is main trade krty hoe
                      • #26 Collapse

                        yes main to hamesh little profit ko hi tarji deta hu ku ky little profit end main kafi profit dy jata hy na ky lalach main kuch bi na earn kar sako wo to sb ny suna hi ho ga something is better for nothing so brothers small profit hi best hy.
                        • #27 Collapse

                          jald bazi insaan ko hamesha loss ki traf le jati he is lie forex me slow eanring ko hi prefer karen us se hamko fida ho ga or ham earning bhe kar skate hen or jitna ham acha earn karte hen hamko chahie ke ham apna ak target rakh len or us se ziada ka greed na karen
                          • #28 Collapse

                            jo bi reall trader hota hia us jo profit and loss dono hi accept kerny parety hian market
                            hai is me up down to chalty rehty hian and loss bi hoja ta hai and some time proit bi hota
                            hia so is say tention ni leni chaye isko acept kerrna chaye.
                            • #29 Collapse

                              han q k is main risk management bahut kam hoti hai aur pura mahina ap ka bonus ban jata hai jis sey ap ka time zaya nahi ho pata hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                forex mein aap profit apni effort sy earn kartay ho aur is business mein jo profit hota hai wo little ho or big aap us profit ko accept kartay ho because wo aap ny apni effort sy earn kiya hota hai is liye manual trading kar ky apni effort sy profit earn kia karey yeh acha aur sab sy best tareeqa hai money make karnay ka.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X