< The rest of the time not long time to sleep >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    < The rest of the time not long time to sleep >
    The rest of the time not long time to sleep,
    I think the trading week, in the rest of the time is also set aside some time to make a summary
    To lay the foundation for the next period, what is your opinion,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalam-O-Alaikum ye to janab ap per depend karta hey ager ap key pas is forex trading key business ka knowledge hey aur experience hey to ap km time me apna target pora kar letey hen aur ap ko rest ka time be kafi mil jata hey.
    • #3 Collapse

      forex trading ka business bhi ap karena ur is mien apo mehnat bhi karen lekin bhai jaan ap apni neend bhi poori karen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon isko sahi se seekhen.
      • #4 Collapse

        gee haan bhai forex trading hmein boht faida deta he to hmein apne trading mein bhtre ke lie sochna he aur apne trading mein experience aur leanring pr dihan dena he aur time acha de kr apne trading mein sb chezon ko smjhna he phr hemin boht faida hota he
        • #5 Collapse

          g bhai forex trading mien apko kamiyab hone ke liye bohat ziyada mehnat karni hogi apko is ko bohat ziyada deeply seekhna hoga aur iski bharpoor practice karni hogi.
          • #6 Collapse

            Hamain apni trading ko aik khas period key bad analyse krna chaheye keh hum kahan kahan mistakes kr rahay hain. Hamain mistakes ko identify karna hy aur in ko control krna hy. Hamain jo 2 days rest key leye miltay hain, is doran hum apni trading ko judge kr saktey hain aur is ko perfect bana saktey hain.
            • #7 Collapse

              i would like to share my views that you must always do trading work as per time table, you must not do trading all the time, you must give proper time to your sleep as well, don't do trading all the time night, you must never compromise your health due to trading work
              • #8 Collapse

                dear acha kam kiya hy k ap acha earn karne kl iye boht kch hasil ho skta hy sooa p ko chahiye k apnii life ko behtar se behtar earning karo gy soo ap chahiey k apnii life ko aur b behtar earning k liye le kar chalo aur acha kamao aur seekho phr ap acha earn karo gy...
                • #9 Collapse

                  Trading krney key leye rules bananey chaheyen aur aik time table bana kar kam karna chaheye takeh trading key sath sath aap apni family ko bhi time dey sakain aur khud bhi rest kr sakain. Mind ko relax rakhna buhat zarori hota hy. Apni neend ka bhi khayal rakhain aur 24 hours trading key sath na rahain.
                  • #10 Collapse

                    jab se mene trading start kari hai us se mujhe timetable apna set kar ke kaam karne ki adat ho gai hai ab raat me jaldi sona or subha 7 se 8 tak uth jana mene time bana lya hai us ke baad market ke sath continuously attach rehta hon takey ziada se ziada mujhe moqa mile seekhne ka or kamane ka .
                    • #11 Collapse

                      Humean week main 2 din rest k leay milty hain hafty our sunday ko market close hoti hain jes main hm rest ker k fresh ho sagty hian our monday say new mission k sath start lay sagty hain
                      • #12 Collapse

                        hum is main learning kar kay kam karty hain to humain practice say ana ho ga is main long term main kam karty hain to achi earning hasi lhoti hay demo ko use kar kay practice say market main kam karna ho ga k loss km ho
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Aik trader market main enter hota hai our jab zeada risk k ssath trade ker raha hota hai to pher us ko tension hoti hai to weeknd pay he aik trader sahey say rest ker sagta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X