< we can take risk to earn good money >
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    salam bhai jee forex mein kabhi kabhi app ko achay pasay kaamnay kay liye risk layna parta hai is mein koi bari baat nahi hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yes my dear friend main aapki baat say agree karta hun kay agr hum forex trading main risk lay gay to hum forex say good money ko earn kar saktay hain kyun kay forex trading say bhut sari money earn ki ja sakti hai lakin forex say money earn karnay kay leya risk ka lana bhi zarrori hai
      • #63 Collapse

        yes my dear ap ki baat sahi mein samjta hoon koi b trader jo ratooj raat ameer baney khawab dekhta hai or high risk k sath best earning krna chahta ho un mein se aksar loss kr bethte hain is liye low risk k sath trading best hai
        • #64 Collapse

          risk sy money ati hia aur forex mein aap effort kartay ho tab aap profit make kartay ho is liye aap ko chaiye ky aap is business mein greedy aur emotional na hua karey aur market ko first analyze kiya karey pir koi step liya karey aur is business mein capital ka bohat importance hai and that is great.
          • #65 Collapse

            One can earn a good profit form a small risk by using the technique which is very much needed to us to make a profitable business and also can be able to reduce the loss function.so you can make a lot of profits with low
            • #66 Collapse

              forex trading aik boht acha business hay hum is main learning kar kay kam karna ho ga is main low risk main kam karny main loss b low hota hay or humain profit b low hota hay humain hard work kar kay high risk ko use karna ho ga
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #67 Collapse

                risk to hamesha he rehna hai newbie ke lye bhi or professional ke lye bhi is me kiun ke forex me koi bhi trade open karen ge opposite jae gi to loss ho ga or market aap ke haq me move kare gi to profit ho ga us se pehle yeh he ho ga ke market me jis wakt aap trade ke lye enter ho rahe hote hain us me apne balance ko dekhte hue lot size use karen takey aap ka risk control me reh sake or stop loss bhi lazmi laga len take trade safe reh sake .
                • #68 Collapse

                  sir baat ya ha kay forex ma agar ham risk lety ha to ap ziada earning bhi kr sakty ha lakin apko apna experince dakhna chahiye or tab hi apko risk lena chahiye lakin ap forex ma low risk lay kr bhi zida earning bhi kr sakty ha lakin forex ma apko mehnat krni chahiye or zida time forex ko dena chhaiye
                  • #69 Collapse

                    bhai baat ya ha kay risk to hamay thora lena hi pharta ha qk agar ham risk nai lety ha to hamay forex ma profit hota ha lakin kam hota ha islay apko experince ko dakh kr hi risk lena chahiye takay apko forex ma loss nai ho bs apko mhenat krni chahiye or forex ko ziada time dena chahiye or lots size kam lagani chahiye
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #70 Collapse

                      dear kehte hain k risky free trading se zyda profit earn nhn kar skte agar ap ne profit earn karna hy tu ap ko risk b zyda lena ho ga tab he ap ko jaise jaise es mai seekh k aur sasil kaor aru apnii life ko set karo aur seekh k aur smjh k kam kar....mjh k kam karo gy tu ap ko faida h

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X