Game can changes in just few minutes in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    bilkul ye karobaar to girgit ki tarah rang badalta ha is liye is me bahut muhtaat rehne ki zarrorat hoti hai aur ye sab kuch sirf tujarba aur is k mutalaq munasib ilam hasil karney k baad hi ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfanali پيغام ديکھيے
      bilkul ye karobaar to girgit ki tarah rang badalta ha is liye is me bahut muhtaat rehne ki zarrorat hoti hai aur ye sab kuch sirf tujarba aur is k mutalaq munasib ilam hasil karney k baad hi ho sakta hai
      bhai forex ko samajhna itna asaan nahi hai ke log jitna is ko easy samajhty hain yeh business aik bohat hi difficult business hai or iss business me loss bohat jaldi ho jata hai agar dekh kar trading na ki jaye is me seconds me profit se loss ki taraf jany lag jata hai ap ka account agar aap sahi decision na len .
         
      • #228 Collapse

        bro ,Forex trading m success hona boht easy hn kam time ap zida profit gain kr rhy hoty hn.ya ap reality ko change krti hn or ap ki values ko bi .ya independent wala business hn .is m ap demo account pr practice kr ky apny experience m add up kr skty hn
        • #229 Collapse

          Yes,in forex game can change in a few minuts,aik acha trader yahan tak nobat he nhi aany deta kiunke aisa us wakat hota hai jab ap k pass complete knowledge na ho ,ap ne patience se kam na lea ho,emotion ko control na kea ho,lalach se kaam lea ho.jab in sab baton se avoid karain gy aur slow slow trade karain gy to sub acha ho ga.
          • #230 Collapse

            yes brother Its mean that in trading you are playing the GAME...Actually you in the business so business needs your complete attention and your way of the interest...So in the instant market you have to pay the more attention so that you could earn maximum from it...in short you have to be the experienced person. so when u trade in forex be carefull.
            • #231 Collapse

              forex men sub kuch market k hisab sy hi chalta he, aik trader jub koi lot lagata he to wo bht profit men jarahi hoti he or phir kuch hi waqt men wo loss men chali jati he ya loss wali lot kai bar suddenly profit men chali jati he,
              • #232 Collapse

                yes bhai changing minutes kay hesaab mei hoti hay forex mei forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi
                • #233 Collapse

                  insan ki zindagi mai jis tarha chizain change hoti hai bilkul isi tarha forex mai bhi chizain bari tezi say change hotii hai ,kabhi kabhar dekhanay mai yeh bhi aya hai kay profit hotay hotay aik trader loss mai chala gaya ho ,tu careful ho kar trade karni chahiyay
                  • #234 Collapse

                    forex aik asi market hai jis main market secs main apna trend move karti hai aur gar hum ne jaldbazi main galat tarde kardi to usse hamara loss hojata hai isiliye is busniss ko riksy busniss kaha gaya hai agar market hamare favour mian reh ek hamen acha profit de sakti hain to aik jhatke main hum se woh profit cheen bhi leti hai so apko is main hamesha apna mind mind fresh kar ek aur samjdari ke sat trading karni chaye kiun ke kisi bhi waqt kuch bhi hosakta hai
                    • #235 Collapse

                      haan yeh baat theeek hai few mints mai bhi bht kuch ho sakta hai ager app achay trader hain tou app market ko samjh skty hain is liye app loss say bhi bach sakty hain
                      • #236 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: s1234 پيغام ديکھيے
                        haan yeh baat theeek hai few mints mai bhi bht kuch ho sakta hai ager app achay trader hain tou app market ko samjh skty hain is liye app loss say bhi bach sakty hain
                        forex trading me game bohat jaldi palat jata hai mene abhi aik pair per sell ki trade lagai hui thi but suddenly woh up itna chali gai ke mujhe bohat loss ho gaya us me is lye me ab carefully kaam karne laga hun .
                         
                        • #237 Collapse

                          ji bikul ap ny thek kaha hn ky forex trading ek aisa business hn jaha ap kabi bi loss kha sakty hn or chand mints me ap kaha sy kaha puhnch skty hn yani chand mints me acha khasa profit kama sakty hn
                          • #238 Collapse

                            yes dear forex trading business aik online business hay ji me market kay trend ko movement har seconds me badalti rehti hay es liye forex business me humesha market kay trend ko judge kar kay trading karne me hi profit milta hay.
                             
                            • #239 Collapse

                              the forex market though is easy to amke pips but this is the fact that it can go at any where within the spur of the moemtn. if the 1 minutes is in your favour so the nest minute can surly go against you because this market can go any where
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                Brother first yeh game nai hai yeh business hai , aap istarah khe sakte hai k market can change in few minute, or is aik minute mein aap apni aik month ki hui mehnat ko zaiya ker sakte hai or wo aik he galti ki waja se yeh bohat he zaida risky hai is leye jitna patience se work kiya jaye tou better hai.
                                :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                                :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X