Game can changes in just few minutes in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Definitely game can change in few minutes that is the reason why a trader should keep himself aware evrytime about market movements and its ups and downs so it will be easy for him to take decision while trading and this thing can prevent him from loss.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      G han bilkul forex ko isi liye risk or game changer bhi kaha ja sakta hai. kisi bhi time koi bhi aisa incident ho sakta hai jo forex trading ko effect ker sakta hai jaise k aap k mulk k ya business industry k current affairs. so apne aap ko mentally kisi bhi situation k liye ready rakhna chahiye. and finally, luck factor to iss business main obviously important hota he hai.
      • #198 Collapse

        yehe tou masla hai ke mujhe aur kya pata koi aur bhi aisa he hon jisko ye pata nahi hota hai ke market reverse kab hote hai.main practice kerha hon ye seekhne ke liye ke kya condition hote hai jab market reverse ho jate hai.
        • #199 Collapse

          han g bilkul forex business aisa hi business hey aur is main koi pata bhi nahin chalta hey aur is main hum soch kiya rahey hotey hain aur ho kiya jata hey kuch pata bhi nahin chalta hey keh forex ki market kab move kar jaye.
          • #200 Collapse

            han g forex mein kuch pta nahi chalta kab kiya ho jaye forex trading mein apko kuch he minto'n mein profit ho sakta hai aur kuch he minto'n mein loss bhi ho sakta hai so market ko study kar kay trading karna chaheye aur earning se ziyada learning ko importance deni chaheye
            • #201 Collapse

              han bhai aesa hi hota hai aur in dino Euro USD me bhi aesa hi horha hai market kab rapidly change hojaye kuch pta nahi lagta to jabhi ziada profit haasil k chakkar me ziada volume me trading karna ye bht bara risk hai to hamesha kam se kam volume me kaam karna chahaye aur jab thora bohat profit ho bhi rha ho to use withdraw karlena chahaye bajaye ziada profit k chakkar me use rakhe reh dene se.
              • #202 Collapse

                yes my dear froex ko ensan esi leya tu pasand karty hain k yei bohat zayada profit dyny wala buznes hai.or agar ensan ki luck bohat aachi hai tu ensan ek pal may kahan sy kahan pounch jay but agar loss ho jay tu wo b ensan k leya nuksan dy hai.but froex he os loss ko poura kr skta hai.
                • #203 Collapse

                  merey khayal sey aap ko forex trading key lye bilkul hee pehley sey ready rehna parhey gaa kio key is mey kisi bi time loss ya profit ho sakta hey tho aap ko ready rehna parhey gaa kio key bilkul hee changes ho saktey hey
                  • #204 Collapse

                    forex trading aik bohat hi acha online business hi jis main kam ker ke ap log asani se achi earning hasil ker sakte ho issmain ap ke samne ap ki profit wali trade minus main chali jati hi iss lye ap ko market main concentrate kerna ho ga then hi ap earn kero gye
                       
                    • #205 Collapse

                      Han ye to durust hai is jaga pe pohachne ke liye bande ko thori mehnat to karni pare gi pehle demo account le ke is pe practice ki jai k trade kis time pe sahi jaga lagai jai
                      • #206 Collapse

                        Forex trading game nhi hai balky forex trading ek business hai or is business me jab ap profit se loss me aaty hai to wo is liye aaty hai q k ap profit wali lot k doran lalach kar jaty hai or sochty hai k shayad ye or profit me a jaye to is liye wo profit me jane ki bijiaye loss me a jati hai.
                        • #207 Collapse

                          ap bilkul sahi keh rhe hen friend forex men har panch mint men game change hojata hai jo profit men hoti hai lot wo loss men bhi chali jati hai ye tu sahi keh rhe hen ap men ap ki bat se so percent agree kerta hon forex men changing boht fast hoti hai
                          • #208 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: hafizgm پيغام ديکھيے
                            Things can change very quickly in Forex.If we are in profit then all of a sudden things changes and profit changes into loss.So it is better to take small profit and avoid loss.Thanks
                            Hafizgm

                            is Main koi shak nahin k Market Apni movement K hisaab Say Chalti hai main ye Samajhtaa hon K Ap ko jab trade k opar 100 % munafaa ho Raha ho tou Lalach karnay ki bajaye foran Close kar Denaa zyada behtar hota hai...forex market ki movement k baray Main hum sirf andaza laga Saktay hain Kuch Bhi yakeen say nahin Keh saktay... magar proper analysis Say aap Kafi had tak Sahi Andazay laga Saktay hain
                             
                            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                            • #209 Collapse

                              G bhai aap ny bilkul thek kaha market ka kch bharusa ne k kis waqt kahan move hujay. es liy bhtr hy k ap ju bhi trade lgain usy kafi soch samjh kr smal volume sy he lagain. profit kam huga mgr loss sy tu bachengy. baqi ye sb to experience sy he hasil huta hy k kb ks pair pr ktni trade lgai jay.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                yes its 110% true the can some times change very abruptly but if one have good know how he might not be affected that much the demo account of Forex provides the facility to get attached with market to get know how

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X