Game can changes in just few minutes in Forex.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1561 Collapse

    jnab hum jab trading karty hain to humain is main leanring kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss nai ho saky or humain is main aik hi mint main loss or profit hasil ho sakta hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1562 Collapse

      jnab humain is main aik hi mint main acha profit ho raha hhota hay to humain is main dosry hi mint main loss b ho sakat hay or wo b kafi loss ho sakta hay jis ki waja say huamara account wash ho sakta hay kabhi to kafi achi earning hasil ho jati hay
      • #1563 Collapse

        janb forex traidng aik game ki tar hay is main humain aik hi pall main profit ho ta hay to huamain is ain dosry hi lamhay humain loss b ho sakta hay or agr loss ho raha ho to huamain is main acha profit b hasil ho sakta hay kuch pta nai is main
        • #1564 Collapse

          ji bilkul forex ke business ko asaan nhi samajhna chahiye is business me loss hone me waqt nhi lagta hai bas proper money management ke sath stop loss use kar ke kaam kar rahe hon or sahi direction per trade lagi hui ho to loss se bacha ja sakta hai .
          • #1565 Collapse

            yahan per dear aik bat to yah hai k forex koi game nahe hai forex aik business hai or aik achi business hai to ap ko chahian k forex ko serious lain mazeed yah bat k forex aik risky kam hai or ham apny skill or working se is risk ko kam kar skty hai or apny regualr earning bana sakty hai forex se
            • #1566 Collapse

              g han foredx trading mien bhai jaan market bohat ziyada fast move karti ahi aur apko chhaiye ke ap is mein bohat dekh kar trading karen is mein kabhi bhi had se ziyada ka risk nahi len.
              • #1567 Collapse

                of course brother forex business men profit wali trade bhi quickly loss men conver ho sakhti he, better thinking yehi he ke low profit ko bhi accept kare, because agar ap zeyda profit ki greedy karo ge to profit wali trade bhi loss men aa sakhti he, is leye low profit ko accept kare aur planing ke mutabiq trade kare.
                • #1568 Collapse

                  Han ge kisi b wakt kuch b ho sakta hai forex main kun k yahan aik dam changing atu hai aur loss sy profit aur profit sy loss ki tarf b ja sakty hain is liye achi profit k liye hamyn har wakt market k sath touch rehna pary ga aur khud ko update rakhna pary ga..
                  • #1569 Collapse

                    dear agr aap k pas achi skill hen aur sabar hai to aap forex mein bohut earn kr sakty hen hum forex ko shortcut man lety hen ameer bnany ka jo k bilkul galit hai jb aap ko profit ho jaye to aap ko side per ho jana chaye bajaye is k k loss kr baithen
                    • #1570 Collapse

                      bohat achi bat ki ha ap ny ku k market ka kuch pata nahi chalta k market kab apna trend change kar ly is liye hamy lalch nahi karna chahye ku jab insan lalch ma a jata ha aur doob jata ha is liye hamy small profit py apni trade off karni chahye aur big loss sy ham bach saky..!!
                      • #1571 Collapse

                        Forex market buhat tezi sey change hoti rehti hy aur aap ko buhat jald acha profit ho jata hy aur nuqsan bhi ho jata hy. Is leye hamain trading key doran stop loss aur take profit ka use krna hy aur market ko judge kr key hi trading krni hy. Jo log without knowledge key lots laga detay hain, unhain loss key chances buhat ziada hotey hain.
                        • #1572 Collapse

                          Forex trading is leye risky hoti hy keh is main market buhat tezi sey up aur down ho jati hy aur agar hum ney stop loss ya take profit ka use na kia ho to kafi nuqsan ho jata hy. Hamain is situaition ko handle krney key leye market ko pehlay judge krna hy aur phir trading start krni hy.
                          • #1573 Collapse

                            forex mei game change hny mei time nai lgata hai idr ap khuch sock ke bethy hoty hain uder khuch ho jata hai es liya hamisha soch smjh ke or relax ho ke trade krni chaye warna apka bonus or profit dono zaya ho skta hai jis ke liya bht mehant krni par skti hai
                            • #1574 Collapse

                              G haan, forex main kuch bhi ho sakta hai koi shakhs bhi yaqeen se kuch nahin bata sakta k aik ghantay baad market kahan ho gi, sirf andaza hi lagaya ja sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1575 Collapse

                                gee nhe bhai aise bat nhe hote he blkeh jb trading mein experience hota he aur trading krte hien to hmare trading successful hote he aur hmein loss nhe hota he hmein apne trade ko bhtr experience ke sath trade krna hota he phr trade mein earning ache milte he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X