Game can changes in just few minutes in Forex.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1636 Collapse

    ye pakistan ka sab say acha forum hai is main har koi kam kar ka apni zroriyat pori kar sakta hai phar wo is main kam kar ka earn kar sakta hai aur kamyab ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1637 Collapse

      sir baat ya ha kay ma apki baat pay agree krta ho forex game changer bhi kha sakty ha qk kasi bhi tym hamy loss ho saktya ha hamay uskay liye pakay pas experince hona chahiye tab hi ap forex ma tarde kr sakty ha or ziada earning bhhi kr sakty ha
      • #1638 Collapse

        ye boht hi acha buisness hai is main hamain kam karna hai to is main knowldge hasil kar k kam karna ho ga ta k hamain is main greed ko aviod kar k kam karna ho ga is main kamyab hon gay
        • #1639 Collapse

          few minut nhi seconds ki baat kro ap agr apna binary trading ki hoti ap min ki jga seconds likhta trading bina information krna bhot he mushkil hai agr hum information k sath krna then hum 90 % loss sa dor rhna gaa
          • #1640 Collapse

            Aik kahawat hai k LALUCH BURI BLAA HAI. Agr aap short term traderhain to aap apna profit margin b short he rakhain q k long term waly traders apni trades ko bohat pechy se ly kr a rahy hoty hain. Short term main aap ki trade jesy he prifit main ay aap osy close kr dain. Chota take profit aur chota stop loss use krain. Market ka koi bharosa nahi k kb kis time kesa behave kry.
            • #1641 Collapse

              Gee mery bhai ap ki baat durast hai k Forex market mai movement bohat zada hai. Some time srif ak minute mai market 100 say zada pips ki move ho jati hai. Es lye es market mai patience say kam kray.
              • #1642 Collapse

                Forex market mai price movement kafi dafa bohot he taize say hoti hai . aur Khabi khabi price movement predict karna b kafi mushkil hota ha . trading ko chaiye ke woh apny trade kay start mai he apnay profit aur loss ke limit ko define kar diya karin tu trading mai masla nai hoga .
                   
                • #1643 Collapse

                  ji bilkul shai kaha hy app ny janab forex emin humein pata bhi nhi chalta hy aur humarey hath mein ya tou puri trade ajati hy ya phr chali jati hy lehaza huemin chayein ky hum yahan zaida se zaida mehnat kartey rahye ta ky humein yahnn par zaida se zaida profit earn ho sakhey
                  • #1644 Collapse

                    Deyar jnab hum logh insta forex treding buznees min hum logh is buznees ki game ko kuch der ke lie khelte hyn kun kah min is buznees ko part taim min karte hyn
                    • #1645 Collapse

                      apki baat sahi hay forex trading main aik mint main game change ho jati hay so humay actve reh kar trading karty rehna chahiey tabhi hum market main safe trading kar sakty hay
                      • #1646 Collapse

                        ye boht hi achi job hai is main hamain kam karna hai to hamain hard work kar k kam karna ho ga is main achi eaning kar sakty hain is main greed ko avoid kar k is forex main kamyab ho sakty hain
                        • #1647 Collapse

                          is main hum kamyab bi ho sakty hain is main hamain acha profit bi ho sakta hai aur is main loss bi ho sakta hai aur is main hum kamyab bi phar hi ho skaty hain aur earn kar sakty hain it is good job
                          • #1648 Collapse

                            usi leay to dost main sab ko mashwara dita hoon k aik to volume of trade kum rakho our dosara app stop loss our take profit ka istimaal apni her trade main lazmi karo ta k barey loss say bauch sago
                            • #1649 Collapse

                              g nai is main kam karny ka experience hona chahye phar hi is main hum trade kar k kamyab ho skaty hain aur is main learn kar k trade karni ho gi is main knowldge hasil kar k experience hasil karni ho gi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1650 Collapse

                                g han asa hai but hamain is k bary main knowldge hasil kar k trade karni ho gi ta k is main loss kam say kam ho is main learn kar k kam karna ho ga aur greed ko avoid kar k trade karni ho gi ta k earn ho saky

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X