forex main risk nahi laina chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex main risk nahi laina chahie
    assalam o alaikum bhai jaan agar ap forex main risk laitay hain to ap koo bhut zayada loss ho sakta hay jub hum mehnat k sath forex main hum kam kartay hain to loss honay ki waja say dobara kam karnay ko dil nahi karta is laiye hamain is cheez say bachna chahie
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex main risk nahi laina chahie

    Wish you good luck umeed hay aap ki trading achi horahi hogi Forex mey bara risk lenay ka nuksan bara he hoga hamesha risko ko very condition minimum karna chahiy bara risk hamesha sey loss deta hay aqalmand wohi hota hay jab risk free kaam karta hay dehan sey chalta hay kamyabi kay liye....
    • #3 Collapse

      Re: forex main risk nahi laina chahie

      forex me agar risk lo ge to zyada chance ap k los ke hen aur kam chance ap k profit ke ab ap ko diside karna hai k risk lena chahye k nahi mere khyal se to risk ni lena chahye aur ache waqt ka intazar karna chahye ho sakta hai k ap ka intzar karna ap ko malamal kar de
      • #4 Collapse

        Re: forex main risk nahi laina chahie

        G haan dear forex me apko kabhi risk nahi Lena chye jab tak aap aik achy aur expert trader nahi ban jaaty risk leay k leay apko achy analysis ki zarorat hoti hy usky bgair ap jab bhi trading krty hen apko us me risk hi hota hy is leay koshish kren risk sy bachen
        • #5 Collapse

          Re: forex main risk nahi laina chahie

          dear friend gab hi ap resk say dor rah k trading karen gay matlab money mangment say tarde karen gay kabhi gald bazi nahi karen gay tab hi ap forex main ap ak achay trader sabet hongay aur as sauy bahtareen earning hasel karen gay asi main ap keleye faida hy
          • #6 Collapse

            Re: forex main risk nahi laina chahie

            Asslamu Alakum wellcome to forex forum daer friend ap ki bat theek hai k hmn forex business min risk ni lena chay es se hmn loss ho ga hmn mhnt krni pry ge
            • #7 Collapse

              Re: forex main risk nahi laina chahie

              Assalamualaikum Ji Bhai aapane bilkul sahi kaha hai ki Pakistan Forex Mein lalach Nahin Karna chahie balke Bara Soch Samach ke kam karna chahie Kyu k Ek Bar Banda loos Ho Jaaye to Uske dobara kaam karny ko dik in karta Kyunki Hum Bari mehnat Kar ke yah paise kamate Hain
              • #8 Collapse

                Re: forex main risk nahi laina chahie

                g han bhai jan aap ki bat bilkul theek hai,hum ko chaye k hum forex trading main risk na len..ager hum risk len gy tu hamara account wash ho sakta hai.khs ture per en ko chaye k wo risk na len jin ka account chota hai en ko chaye k wo maximum 0.10 ka lot rakhen ziada lot hoga tu account wash.hum ko chaye k hum forex main ziada sy ziada mahnat kaeren jitne ziada mahant karen gy etne ziada earn ker sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: forex main risk nahi laina chahie

                  bhai is main hume small risk se kam krna chaiye is main agr hum soch samj kr kam krein gey tu phr hum asani se kameyab ho sakte hein hume daily is main chart analysis ko dekhna lazmi hota ha daily chart indicotor ko fallow krna lazmi hota ha
                  • #10 Collapse

                    Re: forex main risk nahi laina chahie

                    salam dear forex main hum risk per trading nhn karege tu hum ko kabi b markeet main pata nhn chalega k markeet ki move kis side hain forex markeet main humen kitna faida hai wo kesi ko maloom nhn trading m risk se kam karne se wo he insan kamyab hota hain
                    • #11 Collapse

                      Re: forex main risk nahi laina chahie

                      Brother forex trading main kam kartay hway hamain risk to lena parta hay q kah aisa karna possible nai hay kah ap risk free trading karain q kah ap jo bi trade open kartay hain us main thora bahut risk zarur hota hay esleay har trader ko trading karnay k leay risk to lena parta hay but lot size kam rakh kar ham es risk ko minimize kar saktay hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex main risk nahi laina chahie

                        Asalam o alikum Aap nay theek kaha forex mein hum ko jis baat ka knowledge nahi hum ko iss mein bilkul risk nahi Lana chaiy hum ko soch samaj Kar thraad lgna chaiy risk la Kar lgay gay tu Aap ko loss ho sakta hai or iss Lia Aap ko apna senior say happy la Kar thraad lgna chaiy risk nahi Lana chaiy
                        • #13 Collapse

                          Re: forex main risk nahi laina chahie

                          Achievement award karna profit generate karna bahut Mushkil kam hai Ham timespan to karte hain lekin Ham Yahan per apna best kar rahe hote hain Hamen yahan se Kuchh Bhi Nahin Milta earning karne ke liye Iske time bhej na Karen Jazbaat ko bhi Hamen control Mein Rakhna chahie Jab Hamen profit ho raha Hota Hai To Hamen Yahan per Jyada Khushi Nahin Karni chahie aur Apna focus change nahin karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: forex main risk nahi laina chahie

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hasnainmuavia پيغام ديکھيے
                            assalam o alaikum bhai jaan agar ap forex main risk laitay hain to ap koo bhut zayada loss ho sakta hay jub hum mehnat k sath forex main hum kam kartay hain to loss honay ki waja say dobara kam karnay ko dil nahi karta is laiye hamain is cheez say bachna chahie
                            Bina Ishq ke Forex trading Mein Kam Nahin Kiya Ja sakta aapko Forex trading Mein kam karna hai to aapko risk to Lena hi hoga Bina iske liye aap Forex trading Mein Kam Nahin kar sakte trading karna hai to risk mast hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex main risk nahi laina chahie

                              han g bhai jaan thk kha hy apney risk lny bhi chahiy ager hamrey pas acha experince aur knowledge hoga to hamin aik proper time mein risk lena chahiy kue k sahee time py lia gia risk bht acha profit deta hy jub keh ager hamarey pas acha knowledge nhi hoga to ham kbhi bhi risk na lein kue key iss mein hain loss hogaa..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X