Kam profit may hi Trade close karain...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam profit may hi Trade close karain...
    Dear trader forex trading business bht hi risky business hai koshish karain Kay ziyda profit ka wait na kiya jiye jo profit mily fOran say trade close karain ta Kay profit mily jo traders ziyda profit Kay Chakro may rhty hain ir trade close nai karty wo kabi kbaar naqsan uthty hain Kyun Kay market ki situation up and down may rhti kiisi bhi waqt loss hona start ho jata ha is liye koshish karain Kay kam profit may hi adjust karty hoe trade close kar lo jiye... Seniors ap sab ka kiya khayal hai hir junior trader ko ase hi karNa chahye apne Rae zaror dyN shukria 😊
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam profit may hi Trade close karain...

    Je ha dear, hamy chahe k big profit k chakar ma na parhyn, es sy bhot nuksan b ho sakta hai, market ki position kisi b waqat change ho skti hai, dear hamary lae tora tora profit jama karna behtar hai bajae es k ham big loss recover karny ma sari effort laga dyn,
    • #3 Collapse

      Re: Kam profit may hi Trade close karain...

      salam trader forex markeet main apki investment per trade depand karti hai ap forex markeet main long trad or shot tram wale insan trade m kamyab hote hai or mid tram wale noqsan he khte hain ap ache trader ban na chahe hai tu long tram per kam kare kabi b noqsan nhnn milega dear
      • #4 Collapse

        Re: Kam profit may hi Trade close karain...

        ji bilkul aapki baat bilkul theek hai ki Ham Jab forex market mein Koi Bhi trade open karte Hain to hamen chahie ki Jab hamen usmein kuchh profit hasil Ho jaaye to Ham use trade co close kar de hamen Apna profit ka ek target set karna chahie aur uske mutabik heat rate Karni chahie Aur Kisi kism ki lalach nahin Karni chahie akshar trader gain knowledge karte Hain ki masjid profit ke chakkar mein Apni trade so close nahin karte ji Surat mein vah Apne profit ko bhi last mein tabdil Kar dete Hain so aap aisi condition se bachen aur lalaj bilkul na Karen Taki aap achcha profit hasil kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Kam profit may hi Trade close karain...

          AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g yh bat bilkul sach hy kh hmain lalich nh kerni chahiay ager hmain kum profit mil rha hy to hum trade close ker lin q kh ziyada lalich krin krin gy to trade hmary mokhalif chali jay g or hmain bht loss ho ga.
          • #6 Collapse

            Re: Kam profit may hi Trade close karain...

            G Han thek kaha apny k bhot sy traders ko ager profit horha hota hai to wo trade close nahi karte balkay or profit k lalach main wait karte rehte hain isliye mera manna ye hai k hume ek reasonable profit k amount tak trade close kardeni chaye or ziada profit ka lalach nahi karna chaye warna loss bhi hoskta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Kam profit may hi Trade close karain...

              forex aik wasee business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hamy mahnet sy or lagan sy forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex jasa koi or business nahi hain is mai hum apny kud ap he hoty hain
              • #8 Collapse

                Re: Kam profit may hi Trade close karain...

                Ek acchi baat hai agar aap kam profit mat rate close kar den to kya sometime aapko bahut jyada market information Nahin Hoti Agar aapane trade gai hai aur aapka Thode Se profit aapko Najar a Raha Hai To fir to Fir tree to close karne but battery hai ki aap proper knowledge Hasil Karen aur uske mutabik take profit or stop loss apni appropriate Jagah per Jarur lagaen
                • #9 Collapse

                  Re: Kam profit may hi Trade close karain...

                  Ham Log Yahan Se Kuchh Na Kuchh working kar sakte hain aur Market Mein Management kar sakte hain Forex ke business ko Hamen samajhna padta hai agar Ham Yahan per isliye Reddy nuksan kar chuke hain Hamen sabse pahle chahie ke pahle wale log ko recover Karen Agar Hamen Yahan per $100 nuksan Ho Jata Hai To Hamen Jitna jaldi ho sake isko recover karna chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam profit may hi Trade close karain...

                    Sar aapane bilkul sahi kaha hai aur main aapke Baat Ko manta hun Agar Hamen profit Aaya Hai To Hamen chahie ki Ham apni train ko close kar den tabhi Humko Achcha profit bhi ho sakta hai aur Hamen chahie ki Ham train mein Har Waqt online Rahe
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam profit may hi Trade close karain...

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                      Dear trader forex trading business bht hi risky business hai koshish karain Kay ziyda profit ka wait na kiya jiye jo profit mily fOran say trade close karain ta Kay profit mily jo traders ziyda profit Kay Chakro may rhty hain ir trade close nai karty wo kabi kbaar naqsan uthty hain Kyun Kay market ki situation up and down may rhti kiisi bhi waqt loss hona start ho jata ha is liye koshish karain Kay kam profit may hi adjust karty hoe trade close kar lo jiye... Seniors ap sab ka kiya khayal hai hir junior trader ko ase hi karNa chahye apne Rae zaror dyN shukria 😊
                      Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai agar Hamen apni trade se thoda profit Hasil Ho Jata Hai To Hamen Jyada Ki lalach Nahin Karni chahie balki Jo Mil Gaya Hai usmein Shukar karna chahiye aur trade ko close kar dena chahie Jyada ki lalach Hamesha hi account wash karvati hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam profit may hi Trade close karain...

                        dear brother aapane bilkul right tha Aapke Aane Se Jyada Se Jyada mehnat karna chahie aur Hamesha galat hi kamyabi mil sakta hai Hamesha mein kampf ho to Y aur ismein Seasmin aur Hamen ismein kam profit mile to trade close karna hoga to hi Ham ismein Kamyab ho sakte hain aur ismein Se Achha profit Bhi Milegaho sakte hain
                        Everyone thinks to be successful but only hard work is successful...
                        :1f4af:

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X