lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy han g yh bat bilkul theek hy kh hmain lalich nh kerni chahiay lalchi insan kabhi bhi kamyab nh hoty or hmain forum ya forex main bht ziyada mehnat kerni ho g or kamyabi to mehnat hi sy milti hy hmain chahiay kh hum mehnat krin or kamyab trader bn sakin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

      Dear laluch boht buri bla hai kabi kbar to laluch main main app ko profit mil jay lakin zaida tar laluch sy app ko boht zaida loss ho jata hai jis ko recover karna b mushkil ho jata hai es liy kabi b laluch nakarin blky dil say mehnat karin jetni zaida maehnat karin gy utni achi app trading karin gy jis sy app ko acha profit mil jay ga jis sy app ko laluch karny ke b zrorat nhi rahy ge
      • #18 Collapse

        Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Simran پيغام ديکھيے
        hamy is main hard work or sabar sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit haisl kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar lalach ky sath kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or is main market ka koi be qasoor nahi hota ham sy apna life time professional be bana sakty hain yai aik international or kabe be band na hony wala aik real business hain
        Hamen trading karte hue kabhi bhi lalach nahin Karni chahie Hamesha dry Karni chahie ki reasonable profit banaen Jab Ham bahut jyada profit banane ke lalach karte hain tabhi Hamen loss hone lagta hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #19 Collapse

          Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

          Aoa....
          Ji han ye bat theek hai k greediness ko avoid karyn. Or apni mehnat ko jari rakhy. Forex online business huny ki wja say kisi trf ka trend pakr sakta hai. Lehaza kisi kisam ka lalach nai karna chiye or apny emotions ko apny control main rahkna chiye. Tab he ap kamyab hu gay
          • #20 Collapse

            Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

            ji Janab aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Lali Chamak chhodane chahie aur mehnat se kam karna chahie Kyunki Lalit Ne Hamesha Insan ko nuksan pahunchaya aur mehnat Ne Hamesha Insan ko fayda pahunchaya
            • #21 Collapse

              Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

              ji han Sar aapane bilkul theek kaha hai Hamen Pakistan Forex Mein Kamyab hone ke liye lalach kabhi bhi nahin karna hoga jo Insan lalach karta hai aur bahut hi jyada ismein profit Hasil karne ki koshish karta hai vah Kabhi Kamyab Nahin hota hai agar Hamen kamyabi se kam karna hai To lalach Kabhi nahin karna hoga thanks
              • #22 Collapse

                Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

                lalch boht buri khatar nak cheez hai mujh main b 2 bar lalch aa gya tha 2 bar hi account wash kar dala ab main is lalach ko andar se bahar nikalnay ki koshash kar raha ho kisi ko har surat lalach nai karna chayie safety plan bana kar us k andar rehna chayie tab hi hum acha profit withdraw kar sakte hai
                • #23 Collapse

                  Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

                  G han bilkul lalach ko avoid ker ke or mehnat se kam ker hi hum forex main aik kamyab trader ban sakte hain forex main aik kamyab trader mehnat se trading karta hai or kabhi lalach nahi karta jis ki waja se wo acha profit earn karta hai or loss se bhi bacha rehta hai so lalach se dur rahen or forex main apne goals achieve karne ke liye mehnat karen
                  • #24 Collapse

                    Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Simran پيغام ديکھيے
                    hamy is main hard work or sabar sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit haisl kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar lalach ky sath kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or is main market ka koi be qasoor nahi hota ham sy apna life time professional be bana sakty hain yai aik international or kabe be band na hony wala aik real business hain
                    Abe Hamesha trading mehnat se Karni chahie Ek trading karte hue kabhi bhi lalach nahin Karni chahie Jab Ham Rahte Hain To Hamari trading acchi Nahin Hoti isliye Hamesha try Karen ke reasonable profit Banakar trade close kar den
                    • #25 Collapse

                      Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

                      forex trading ma kamyab trader bannay k lye 2 chezain boaht hi zruri hain jin pe amal kar k aik asha aur professional trader bana ja sakta ha is lye forex trading ma aik trader ko chaye k woh
                      == greed se avoid karay, profit ki aik limit set karay, apnay target ko achieve karnay k baad greed se avoid karay q k forex trading ma traders ka sab se bada enemy greed ha jis ki waha se ziadah tar trader forex trading ma nakam hotay hain
                      == sabar aur patience se kam lena chaye, apni trading strategy pe truse karna chaye, order ko chalnay dena chaye, kisi pe koi trust na karain balke apnay ander aik will power paida karain
                      • #26 Collapse

                        Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

                        dear friends..
                        forex main lalach krny ki sorat main apko kamiyab hona boht mushkal ho jata hai.forex main lalach nai krni chaye or boht ziyada mehnat kr ke khud ko improve krna chaye isi main apki kamiyabi hoti hai.ap jitni ziyada mrhnat krin ge utna hi apka knowledge increase ho ga.
                        Jazak ALLAH ツ
                        • #27 Collapse

                          Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

                          Aap To Yahi chahiye ke aap acchi mehnat se kam Karen lalach ko Kabhi Bhi Apne trading Mein Na Aane Denge lalchi Ek aise hi Bhala Hai Jo Kabhi Bhi kamyabi Hasil karne Nahin Deti isliye trading Mein greed ko kabhi bhi Shamil na Karen aur sab trading per focus Karen
                          • #28 Collapse

                            Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Simran پيغام ديکھيے
                            hamy is main hard work or sabar sy kam karna chahey pher hi ham successful ho sakty hain or acha profit haisl kar sakty hain agr ham is main tukky laga kar lalach ky sath kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or is main market ka koi be qasoor nahi hota ham sy apna life time professional be bana sakty hain yai aik international or kabe be band na hony wala aik real business hain
                            Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein yah donon chijen bahut Jaruri hoti hain sabse pahle To Hamen Apne Andar Se Laga ko Khatam karna hota hai aur fir market Mein mehnat Karke market ko analyse karna Hota Hai
                            • #29 Collapse

                              Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

                              Absolutely right ap ne thek kaha he ke greed ko dor kar ke he hum yha pe kamyab ho sakte he or yaha pe kuch inocme kama sakte he ku ke jo log yaha pe kam karte he wo yaha mehnat se kam karte he or apna sara time yaha pe lagate he take in ko yaha acha bonus mil jae.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: lalch ko avoid kar or mehant sy kam kary

                                Forex trading waqai esa business hy jis ko hum jitna patience k sat samjhen gay and agay practice k bad trading ketain utna he humain iss business sey faida ho ga.Or ager lalch ki base pey hum kaam kerain gey to besaberi sey na seekhney pe focus kerain gay na practice pe or jaldi ho ge k trading kerain or earning start kerain.To esi surat men nuksan ka he samna ho ga na k faiday ka.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X