< Patience is the maker of money making >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    g han jab hum saber say kam karety hain trade main to hum ko hamray saber ka phal zaror milta hai or hum kamyab ho jatey hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      ager hum ko forex trading mein saber kerney ka gur a jaey ya saber sey kaam kerna sekh lein tu hum achi trading ker saktey hein
      • #93 Collapse

        Forex trading agar aap ko loss ho bhe jay to aap ko patience say kaam lain aur emotional nah ho jain kunkeh emotional ho jaanay ki wajah say aap ko mazeed loss bhe ho sakta hay
        • #94 Collapse

          forex me kamyabi hsail karny k lea apko succed ho k kam karna parega isk baghair ap profit earn ni kar sakty q k forex k kam me tensn free ho k aur sakoon se kam kea jata ha daily ek ya 2 trades laga k bhi acha profit hasil kar sakty hn.
          • #95 Collapse

            bhai forex trading aik risky and bouncing market hay yani aik bar down ho kar ye up hoti hay and up ho kar down trend main chali jati hay so is main trend ka wait karna chaye and middle trend main position buy nai karna chaye bilky be patience reh kar munasib time ka wait karna chaye
            • #96 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: fxmunna پيغام ديکھيے
              I think in forex market patience is the money maker.May I wrong or right .Could you please share with me your opinion.But I seen several times when I patience for longtime for profit I got it.Also make profit but when try to make money quickly I fall in loss situation.









              salam to all members jee han bhai sab ma tu ye baat bohot he correct samjta ho k trading business ma patience kafi madad karta hai money ko bana ma kiun k jab mehnat karo gye tu he acha earn kar sakho gye es business ma
              • #97 Collapse

                Forex business main parcitce bhot zarori hai or hum sabr say work karna chaye lalch ni karni chaye forex main paractice karny say humy work karny ka expeinces ho jata hai or hum phr hi forex par trading kar kay bhot acha earn kar sakty haipractice karny say hi humy trading ka pta chal jata hai.
                • #98 Collapse

                  dear ap world ma jo kam b karna chate hain kar sakte hain. koi parshani wali baat nai ha.sirf practice sa hi mumkan ha hum jis kadar practice karte hain us waqat hi hum earning hasle kar sakte hain.
                  • #99 Collapse

                    Of course dear it is real business so in real business patience is a essential key to get success in any kind of business not only that
                    • #100 Collapse

                      Brother patience he aik aysi cheeze hai jis kay zrea ap forex main success hasil kr saktay hai kio kay agar patience nhi ho ga to ap kamiab nhi ho saktay
                      • #101 Collapse

                        Yes Agar Ap Forex Trading Main Practice Karte Hai To Ye Practice Apke Liye Bohot Hi Profitable Sabit Ho Sakti Hai Aap Jitni Zyada Practice Karte Hain Aapka Experience Utna He Built Hota He Or Trading Profitable Sabit Hogi Thanks.
                        Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
                        • #102 Collapse

                          aap nay bilkul theek kaha k agar aap trading kartay huay is main patience rakhtay ho to aap ko is main loss nai hota hai or aap is main say theek say money earn kar saktay ho
                          • #103 Collapse

                            agar ap forex mein daily practice kartay rahay gae tu ap k liye better ho ga aur dosri baat es mein mind se trading karay ap k liye moneye earn karna easy ho ga aur es mein small volume se trading karay thankful for question
                            • #104 Collapse

                              Assalam o alikum bhai jan me new memeber ho pak forex me or jaha tak mera khayl he jaldi bazi shehtaan ka kam he na k insaan ka or ye to business he to yaha kis bat ki jald bazi krni he yaha hume paitently kam krna chaiye then hum learning or earning kr skte ge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Assalaam o alaikum g haan bilkul main iss baat se sehmat hoon k kaamyabi k liye sub se khaas baat ye hai k aap patience k sahara lete hain kyun k forex trading mein wohi traders kaamyaab hote hain jo patience k sath trade karte hain yaani k patience k sath trade karna hi asal waja hai unki kaamyabi k forex trading k ander

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X