< Forex Business with no experience..>

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    forex business no experience jee mery bahi jab may nay trading ka kam start kia muja koi trading k bary main experience nahi thai may nay demo account main trading ky practice get ky aur pher reall account main trading kar k profit get kia han, forex trading ko karny k laye ap ko exerience ka hona bohat zerori han bagar experience ap kabi kamyab nahi ho sakthy .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      jee bhai jaan aisa hey key apa ko is kaam mey agar experience hey thoa ap ko is kaam mey barhey sey bahra faida milta rahey gaa ora gar aap ko is kaam mey experience nahi hry to aap gain karey
      • #153 Collapse

        je bhai je forex ka kaam experince kay bagair nahi hota is mein experence ka hona bauth zaroori hai is kay begair app earn nahi kar saktay
        • #154 Collapse

          ji bhai ji iss me experience bht zada importance rkta hy aagr aap k pass achha experience tau aap bhot zada kuch earn kr skty ho or ye aap k liy bhot faidy mnd hota hy. iss liya experience k bgir hmesa loss hota hy.
          • #155 Collapse

            Assalam o Alikum dear..experience kam krnay say he ata hai... forex main sab say Ahem cheaz hai news, analysis, USD index .. yeh sab cheain apko smjhni chaheia .. warna ap es business main kamyab nhi ho sktay...
            • #156 Collapse

              I agree with you, Experience is very important in Forex trading and without experience we can not get success in Forex trading market. When we will spend time in Forex trading market then we will automatically get experience in Forex trading.
              • #157 Collapse

                experience esi cheez hay jo har jaga count hota hay jab tak experience nahi hoga aap kuch bhi gain nahi kar pao gey agar aap ne forex main profit earn karna hay to aap ko ziyada sey ziyada hard work karna hoga takay aap kay paas experience aa sakay
                • #158 Collapse

                  agar aap is main begair experience k is main theek say work kar raha hai wo is main profit gian nai kar sakta hai or is main experience k sath jo work kar raha hai ro aap ko is main theek say trade karna ho ga
                  • #159 Collapse

                    forex aik best business hai aur aap is business mein daily thora time is business ko detay ho loss or profit kartay ho loss tu hissa hai is business ka pir bi aap is par trading kartay hoi aur yehi business humar first aur last business hai aur yehi future hai.
                    • #160 Collapse

                      Very nice post i like it but because i am new on this forum i dont know the answer and i appreciate this increase my knowledge and i seek many things from this thread as concern to answer i can't give any clear answer until i seek it completely
                      • #161 Collapse

                        Mai ap ke bat se bilkul agree karta ho ke hum jitna zyada forex ke business ko time de ge utni hi zyada humhe is business ke knowledge honge kyuke yeh aik bohat hi profitable business hai humhe is business ko seriously lena chaiye aur zyada waqt dena chaiye is business ko.
                         
                        • #162 Collapse

                          dear meary khayal sy tu hmy chahiyeh zaida sy zaida mehnat kry tub e kamyab ho skty hain hmy chahiyeh achy sy mehnat kry tub e kamyab go skty or forex best kaam hai bht mehnat krna perti tub e kamyabi mul skti hai
                          • #163 Collapse

                            assalam o alaikum g han bhai jan ye such hai ky agr apko forex me expirianc hai tabhi ap trading kr sakte hain or is ky bighair ap forex me nakam hain or apko kabhi bhi loss ho sakta hai
                            • #164 Collapse

                              Forex trading to he hi aik profit leine ka business jo humin es business min se kafi bari earning hasil kar sakte hin hum es business se sir us waqat hi aik bari earning bhi le sakte hin jab hum apne experience ko grow kar k es business se. Yahan experience humin market ki understanding bhi deita he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                yeh baat tu sahi hay aap ki kah start me jab aap new hotay han tu aap ko forex ka knowledge nahi hota aur aksar aap ko loss ka samna karna parta hay magar waqat kay sath sath aap ko forex ka ilam hota rahta hay aur aap profit me aajatay han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X