Forex trading mein waqt ka bohat ahmiyat hota hai. Is se pehle ke aap apne trading ki shuruwat karen ap ko forex market ke baary mein puri tarah se samajhna zaruri hai. Is ke saath sahi waqt par trading karna bhi bohat zaruri hai. Agar aap sahi waqt par trading nahi karte hain to aapko nuksan ho skta hai.
Time importance
Forex market ka kaam 24 ghante chalta hai, is liye waqt ka ahmiyat hai. Agr ap sahi waqt par trading karte hain to aapko zyada faida ho ga. Agar aap market ke active waqt me trading karte hain to aapko zyada liquidity milta hai. Is ke saath hi market mein movement zada hoti hai. Jab market movement zyada hoti hai to traders ko zada opportunities milte hain.
Important point
1. Economic calendar
Economic calendar check karna bohat zaruri hai. Is se apko pta chalta hai ke market mein kis tarah ka movement hoga aur aap trading ko us ke hisab se adjust kr sakte hain.
2. Volatility
Volatility check karna bhi zarori hai. Jab market volatile hota hai to traders ko zyada opportunities milte hain.
3. Trading session
Trading session ko jaanne se aapko pata chalta hai ke market ke saath kya hoga. Is ke saath hi aap apni trading ko us session ke hisaab se adjust kar sakte hain.
4. Trading plan
Trading plan banane se aapko pata chalta hai ke aap ko kis tarah se trading karni hai. Is ke saath sahi waqt par trading karne se aapko zyada faida hoga.
Conclusion:
Forex trading mein waqt ka ahmiyat bohat hai. Agar aap sahi waqt par trading karte hain to apko zyada faida hoga. Is liye aap ko market ke baare mein puri tarah se jaankari honi chahiye aur sahi waqt par trading karna chahiye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим