Trading me fear ka factor
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me fear ka factor
    Trading me fear ka factor boht zaida asar andaz hota a aur agr Ap ne is ko control kr lia to kafi ahd tk Ap Apni trade ko improve kr skty hain, aksar trade lgaty huwy fear, loss me fear aur to aor profit me trade chal rhi a to phir b dr K khee movement opposite start na o gy .
    Dears me Ap se yahi khoo ga achy se Anylsis kary phir decession kary aur begair khofokhatar Apny decession ke out put Ka wait kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me fear ka factor

    Dear brother forex trading aik risky business hey iss men loss ka fear her kisi ko hota hey iss liay kamzor dil k log forex trading ko join nah karen kiun k kabi kabi ziyada loss ho jata hey lekin risk lenay se darna nhi chahiay balkay risk zaroor len kiun k risk len gey tu acha profit hasil kar saktay hen
    • #3 Collapse

      Re: Trading me fear ka factor

      Forex trading mein loss hony ki ratio ziada hai is liye traders ko her waqt fear rehta hai k big loss na ho jaye agr apny andr confidence paida krein tu fear pe boht control kia ja sakta hai jis se apki trading improve hogi aur aap profit mein trades close kr sakengy.
      • #4 Collapse

        Re: Trading me fear ka factor

        khaof to new trader kaily rhta hai ager ham chty hain k ye hamra khof khatm, ho to us kaily hamen chye ho ga k ham ham apny klhof per galib any kaily din rat mhnat ktren aor zyda zyda knowledge hasil kren.ager ham zyada sy zyda knowledge hasil kren gy to us kaily hamen startegy k bary men illam hasil kerna ho ga.aor is k illawa ager ham denmmo per practice kren to ham apny is khiof ko khtam ker sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Trading me fear ka factor

          g haan dosto trading mn fear ka factor bhi bhot zrori hy dosto agr hhmary account ki monney management ache hogi to hmain fear ki koi zrort nhi hy balky hm aitmnana k sath kam kr skty hn aur kisi analysis k bad ap ko trading lgani chahea aur forex relax ho kr krni chahea is mn fear ka koi kam nhi,...
          • #6 Collapse

            Re: Trading me fear ka factor

            G han ap ki bat bilkul thek hay, forex trading main bahut saray trader fear ki waja say bi nakam hotay hain q kah woh loss k dar say apni trade ko loss main hi close kar detay hain but bad main market un ki favor main aa jati hay esleay har trader fearless ho kar trading karni chaheay q kah kamyabi hasel karnay k leay risk to lena parta hay.
            • #7 Collapse

              Re: Trading me fear ka factor

              Dear forex mein trading ka jo fear factor pakistan mein hai woh doosray mumalik ki nisbat zayada hai agar hum forex mein apnay knowledge ko improve kerain forex ko seekhain tou forex mein humari trading related tamam mushkilaat aasaan ho jati hain aur him aik achi trade laga saktay hain aur loss ka fear bhi khatam ho jata hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading me fear ka factor

                Forex teading mein aap ko khud sae dar ko khatam kerna ho ga aur iss mein dernay wali koi baat nahin hai aap forex mein confidence kay sath kaam kerain aur mehnat sae kaam kerain tou aap ko kqmyqbaian khud hi milti jayain gi
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me fear ka factor

                  forex main hamy khof zada ho ky kam bulkul nahe karna chahey kohf hamy loss ky taraf ly jay ga loss sy bachny ky liey hamy is main full tawaja sy kam karna ho ga is main kam karny ka experience he hamy kamyab banata hain forex main hum 24 ganty trading karty hain or ache earning hasil karty hain or apne needs ko pura karty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me fear ka factor

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Fnaz پيغام ديکھيے
                    Trading me fear ka factor boht zaida asar andaz hota a aur agr Ap ne is ko control kr lia to kafi ahd tk Ap Apni trade ko improve kr skty hain, aksar trade lgaty huwy fear, loss me fear aur to aor profit me trade chal rhi a to phir b dr K khee movement opposite start na o gy .
                    Dears me Ap se yahi khoo ga achy se Anylsis kary phir decession kary aur begair khofokhatar Apny decession ke out put Ka wait kary
                    Assam Alaikum Forex trading Ek bahut hi risky business hai ismein Hamen bahut jyada affair mahsus Hota Hai Ajab Maruti 800 again jaati hai aur Hamen loss Hona start ho jata hai lekin Hamen Aisa nahin karna chahie Kyunki iska Koi fayda Nahin Hota
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me fear ka factor

                      Forex trading main fear ka factor boht zayada loss deta hay. kuch logo ko wesay hi fear hota hay kay wo loss na ker jaen is liye wo seekhnay kay bad hi fear ka shikar rahatay hain. aisay logo ko apny mind ko change kerna perta hay. aur kuch log wo hotay hain jo kay forex ko seekhnay kay baghair trading kertay hain aur aisay logo ko fear hona lazmi bat hay que kay wo nahi jantay next kia honay wala hay. que kay uno nay na analysis kiye hotay hain aur na hi prediction ka koe idea hota hay.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X