Brief Description.
Falling Window candlestick pattern jab banta hai to ye indicate karta hai kay trading market mein selling pressure zyada hai aur prices mazeed neeche gir sakti hain. Falling Window candlestick pattern aksar 2 candlesticks par mushtamil hota hai ek bearish continuation pattern hai jo trading charts par tab banta hai jab price lower open karta hai aur peechle candlestick ke low se bhi neeche close hota hai aur phir 2 lgataar bearish candlestick banti hain jin main say aik first wali long hoti hai.
Falling Window Candlestick Pattern Identification.
Falling Window pattern ko identify karne ke liye aap ko gap down opening judge karni hoti hai jo dono candles ke darmiyan hoti hai. pehli candlestick strong bearish hoti hai jo indicate karti hai ke sellers market control kar rahe hain aur phir next candlestick us gap ko fill nahi karti jo yeh signal deta hai ke selling pressure abhi bhi mazboot hai.Dear friends agar price us gap ke andar recover karne mein naakam ho toh yeh ek clear sign hai ke market mazeed neeche jaane wala hai.
Trading on Falling Window Candlestick Pattern.
Falling Window par trade karne ke liye, sabse pehle aapko price action ko samajhna ho ga jab bhi yeh pattern form hota hai aap entry tab lete hain jab doosricandlestick ka close gap ke neeche hota hai aur volume second candlestick ke sath zyada hai toh yeh selling pressure ka acha signal hai. Stop-loss ko gap ke upar place karna chahiye taa kay agar price wapis gap ko fill kare, toh aap ka loss limited ho target price ko previous support levels ya fibonacci extension levels par rakhna chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим