Brief Description.
Pivot Points trading charts par technical analysis ka aik important tool hain jo support aur resistance levels identify karne ke liye use hote hain. Ye levels market ke price action ko samajhne aur aane wale trends ka andaza lagane mein madad karte hain. Pivot Points ka calculation aksar pichle trading session ke high, low, aur close values par hota hai. Ye traders ko decision-making mein madad dete hain ke kab entry ya exit karna chahiye.

How to Mark Pivot Points on Trading Chart
Trading chart par Pivot Points mark karne ke liye pehle aapko pichle session ke high, low, aur close ka data lena hota hai. Is data ko use karte hue aap upar diye gaye formulas ka istimaal karke Pivot Point aur trading chart per bannay waly Support/Resistance levels calculate karte hain. Phir aap trading platform ka tool use karke calculated levels ko horizontal lines ki madad se chart par plot karte hain.Pivot Point ko aksar ek prominent color se mark kiya jata hai.Support levels ko neeche aur Resistance levels ko upar horizontal lines se dikhaya jata hai.

Pivot Points & Trading Analysis.
Dear friends agar price Pivot Point ke neeche hai, toh market bearish ho sakti hai aur Support levels ko todh sakti hai. Advanced traders aksar Pivot Points ko doosre indicators jaise RSI ya Moving Averages ke sath combine karte hain takay zyada accurate analysis ho.Pivot Points trading ke liye ek reliable indicator hain, lekin inka asar market ke condition par bhi depend karta hai. Agar price Pivot Point se upar hai, toh market bullish ho sakti hai aur Resistance levels ko test kar sakti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим