Brief Description.
Price action main raders price ke historical movements ko dekh kar andaza lagate hain ke future mein market kis direction mein move karegi. Price Action Trading forex, stocks aur commodities trading mein bohot popular hai kyun ke ismein unnecessary complexities nahi hoti aur yea aik aisi technique hai jo sirf market ke price movement par focus karti hai. Is strategy mein traders indicators ya technical tools ka kam istemal karte hain aur zyada tawajjo charts aur candles ke patterns par dete hain. Ye method demand aur supply, support aur resistance levels ko samajhne par mabni hoti hai.
Components of Price Action trading Strategy.
Price Action traders ye patterns dekhte hain aur unka use karte hue trade ke liye entry aur exit points decide karte hain. Trendlines aur chart pattern bhi Price Action Trading mein bohot important role ada karte hain.Price Action Trading ke do main components hain: support aur resistance levels aur candlestick patterns. Support woh area hota hai jahan price neeche gir kar rukti hai aur resistance woh level hai jahan price upar ja kar rukti hai. Candlestick patterns, jaise ke pin bars, engulfing candles aur inside bars, price ki psychology ko samajhne mein madad karte hain.
Advantages.
Price Action Trading method short-term aur long-term dono tarah ke traders ke liye useful hai. Is strategy ke zariye traders market ki real-time dynamics ko samajh kar logical decisions lete hain. Practical use ke liye traders pehle apne charts ko clean karte hain aur sirf price movements par focus karte hain aur in ka sabse bara faida simplicity hai. Is mein aapko indicators ke complex signals samajhne ki zarurat nahi hoti, sirf market ke raw price data ko dekhna hota hai. Ye Is tarah, Price Action Trading ek reliable aur effective approach ban jata hai jo discipline aur market ki behtareen understanding ko promote karta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим