Brief Description.
Black Crow candlestick pattern main har candle ka opening price bhi pehle candle ke closing price ke qareeb hota hai, jo selling pressure aur market mein bearish sentiment ko zahir karta hai. Is pattern ka analysis karna zaroori hota hai, khaas kar jab market mein trend reversal ki talaash ho yea pattern basically aik bearish reversal pattern hota hai jo aksar bullish trend ke baad dikhai deta hai. Yeh pattern tab banta hai jab lagatar teen bearish candles ban rahi hoti hain aur har candle ka closing price pichli candle ke close se neeche hota hai.
Trading Strategy.
Is pattern kay mutabik accurate entry ka behtareen waqt tab hota hai jab third candle ka closing price support level tod deta hai. Risk management ke liye stop loss lagana zaroori hai, jo aksar pehle candle ke high ke qareeb set kiya jata hai.Black Crow pattern dekh kar trade karne ke liye sabse pehle yeh samajhna zaroori hai ke yeh pattern aksar overbought conditions mein banta hai, jahan buyers ke paas momentum khatam ho jata hai. Jab yeh pattern dikhai de, toh traders ko RSI aur MACD jese indicators ka istimaal karna chahiye taake market ka mood confirm kiya ja sake.
Precations while Trading on Pattern.
Is pattern ke saath trade karte waqt patience aur analysis bohot zaroori hota hai black Crow pattern ke saath trade karte waqt risk management kaafi ahem hota hai. Trend ke against trade lena hamesha risk le kar kiya jata hai, is liye apne capital ka chhota hissa invest karna chahiye. Target profit set karte waqt pehle support zone ya Fibonacci retracement levels ko dekhna chahiye. Agar market ne tezi se neeche girna shuru kar diya ho, toh trailing stop loss ka istimaal karke apna profit secure karna chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим