Brief Description.
Dear friends Shooting star candlestick pattern ek bearish reversal pattern hai jo aksar kisi uptrend ke baad banta hai. Ye pattern price ke high tak jaane ke baad wapas neeche girne ko dikhata hai, jo yeh batata hai ke market mein sellers ne control le liya hai agar shooting star Candlestick pattern support ya resistance zones ke kareeb banta hai, toh iski accuracy zyada hoti hai. Yeh bhi yad rakhna zaroori hai ke shooting star sirf ek signal hai, aur aapko hamesha multiple confirmations lena chahiye apne trading decisions ke liye. Is candlestick ka structure chhoti body aur lambi upper shadow par mabni hota hai, aur iska lower shadow ya to bohot chhota hota hai ya bilkul nahi hota. Shooting star pattern aksar traders ke liye ek signal hota hai ke price neeche ja sakti hai.
Shooting Star identification.
Shooting star candlestick ka ooper wala shadow lamba hona chahiye closing price low ke kareeb honi chahiye, jo selling pressure ko dikhaye.Yeh pattern aksar resistance level ya overbought market mein nazar aata hai, jahan price ko aur aage barhne mein mushkil hoti hai. maqsad yeh dikhana hota hai ke buyers ne price ko push kiya tha, magar sellers zyada powerful sabit huay aur price ko neeche le aaye. Is candlestick ko pehchan'ne ke liye do cheezen zaroori hain.
Shooting Star Pattern Trading Strategy
Shooting star pattern par trading karte waqt sabse pehle is pattern ki tasdeeq karni hoti haiShooting star par trade karte waqt risk management zaroori hai. Hamesha apni position size chhoti rakhein aur apne stop loss ko strictly follow karein. Is pattern par kabhi bhi bina tasdeeq ke trade na karein kyun ke ye pattern har waqt accurate nahi hota. Ye tasdeeq doosri technical indicators, jaise ke RSI ya moving averages ke zariye hoti hai jab ek shooting star pattern banta hai, traders aksar iske neeche ek sell order lagate hain, aur apna stop loss is candlestick ke high ke upar rakhtay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим