Brief Description.
dear traders Hamesha Yad Rakhenge trading karte waqt agar aap apni trading ko successful banana Chahte Hain To ismein aapko use hone wale Tamam trading patterns aur trading tools Ka istemal Karna acchi Tarah Se Aana chahie aur aap ko trading volume ke bare mein bhi achcha andaza Hona chahie aur aap ko Agar trade volume ka acchi Tarah Se Pata Lag Jaaye to aap train ko revers Hote hue ya continue Hote hue dekh sakte hain Jis ko Kahate Hain Fractals trading indicator Fractal ek repeating pattern hai jo natural aur financial markets mein paya jata hai. Yeh chhoti aur barhi scale par ek hi pattern ko represent karta hai. Trading mein fractals ka concept technical analysis ke liye use hota hai. Yeh ek indicator ke taur par kaam karta hai jo price ke movement mein turning points identify karne mein madad karta hai. Fractal indicators chhoti si candlestick patterns par focus karte hain jo market ke trend ke mutabiq reversal ya continuation ka pata dete hain.
Fractals &Trend Reversals.
Dear friends aap ko btata chaloon kay ractals trading mein khas tor par trend reversal ko samajhne ke liye use kiye jate hain. Agar ek fractal upar ki taraf point kar raha ho, to iska matlab hota hai ke market mein downward movement shuru ho sakta hai.
Fractals & Support Resistance.
Dear traders aapko batata Chalun ke kisi bhi trading tool ko blindly follow nahin karna chahie Uske matlab Apne trend analysis bhi istemal Karni chahie Fractals trading zones market ke potential breakout ya breakdown points ko identify karne ke liye use hote hain. Iska faida yeh hota hai ke traders apne trading strategies ko zyada effectively plan karte hain aur price movement ke mutabiq decisions lete hain. ractals trading ke liye support aur resistance levels ko define karne mein bhi madad karte hain. Jab multiple fractals ek hi level par ban rahe hote hain, to yeh level support ya resistance zone ban jata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим