Basic Introduction.
Dear traders abhi ham discuss Karen ge envelop channel trading indicator ko aur D
dekhen ge kat kis tarah Se envelop channel trading indicator ki help Karta Hai trading ko acchi Tarah Se profit karne mein aur trading results ko Behtar Banane mein aur iski Basic concept kya hai aur Iske components kya hote hain aur is per Entry Aur exit Kaise karni hai.Envelope Channel ek technical analysis tool hai jo price ki movement ko samajhne ke liye use hota hai. Is main 2 bands hoty hain ek upar aur ek neeche jo ek specific percentage par moving average ke aas paas hoti hain. Yeh indicator overbought aur oversold conditions ko identify karne ke liye madadgar hai.
How go apply on Chart.
Sabse pehle apne trading platform par "Envelope Channel" select karein. Settings mein percentage adjust karein jo aapke trading style ke liye suitable ho. Default values one% ya two% hoti hain, lekin volatile markets ke liye yeh zyada bhi ho sakti hain. Jab aap yeh laga lenge, to price candles iske andar move karti dikhengi.
Trading standards.
Dear traders envelope channel trading indicator code trading istemal karne ke liye aapko iski proper leout aur iski company ka idea Hona bahut important hai agar aisa Nahin hoga to aapko Iske bare mein trade karne mein bahut hi Mushkil pesh Aaegi agar price upper band ko touch kare ya cross kare, to yeh overbought signal deta hai aur aap sell ke liye soch sakte hain. Waisay hi, agar price lower band ke paas aaye ya cross kare, to yeh oversold condition dikhata hai, jo buy karne ka signal hai. Lekin confirmatory indicators ka use karna zaroori hai taake false signals avoid ho sakein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим