Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay
    Trading expernice aur market par complete grip hony key bawajood be traders ko some time loss zaror ho sakta hay agar market trend bahot zeyda strong be ho jaye to 1 esi big news jo key market trend direction ko change kar sakti ho expert traders ko zaror loss de satki hay, es condition se bachny key ley traders agar risk management key sath trading kia karen gey to un ko zeyda loss kabi be nahi ho saky ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay

    Gee haan bhai aap ki baat theek hai forex market ko samajhna bahut mushkil hai aur phir.insaan tou khata ka putla hai uss sae bhi ghaltian hoti hain hain iss lye forex mein expert trader ho ya koi senior member ya junior member tou yahan per loss tou sub ko hi hota hai koi yahan per loss sae bach nahin sakta farq sirf itna hai kay expert traders ko zara kam loss hota hai jub kay baqioun ko zayada lakin apni taraf sae loss sae bachnay ki koshish zaroor kya kerain aur market kay analysis ker kay trade lagaya kerain
    • #3 Collapse

      Re: Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay

      G han forex trading men experts ko bhi loss ho jata hey kiun k yeh business ka hissa hota hey lekin kamyab trader woh hota hey jo loss se tension lenay ki bajay loss se seekhtay hen aur loss hi forex trading men kamyabi ka raasta dikhata hey
      • #4 Collapse

        Re: Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay

        Yes dear, jo jetna b expert kiu na hu loss sy uska samna zarur hota hai, kio member ye ni keh sakta k usko kbi loss ni howa, forex ma jaha profit hai waha loss b hai, hamy chahe k jetna ho saky loss sy bachny ki khosis karyn, loss ko recover kar k es sy learn karna b hamy mazeed mohtat bana dyta hai,
        • #5 Collapse

          Re: Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay

          Market k up and downs ki wja sy loss and profit ka andaza nai lgaya ja skta is liye ye kehna bhi munasib nai ho ga k kon expert hay or kon nahin hay zrort is baat ki hay k mind ko sahi trha focus krty howay smj dari sy kaam kiya jaey to profit gain hny k baad expert khud e ban jata hay hr aik member kyun k us main confidence develop ho jata hay
          • #6 Collapse

            Re: Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay

            G haan dear ap NY bilkul sahi baat ki hy experience trader bhi loss krty hen kyun k trading me loss aur profit isi ka hisa hen zarori nahi k har trader serff profit hi kry usko loss bhi ho skta hy is leay mehant jaari ralhni chye loss ki sorat me kabhi bhi emotional nahi hona chye aur apna kaam emaan daari sy jaari rakhna chye isi me apko faida ho skta hy
            • #7 Collapse

              Re: Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay

              Traded ki market per grape hone ke liye jaruri hai ki iska knowledge iska experience aur market ka analyses itna strong Ho ke vah har tarah ki medical se baat se nikal sake lekin aisa bahut kam hota hai hundred mein sirf 10% log aise hote Hain Jo extra ordinary work kar rahe hote hain aur market se fayda utha lete Hain
              • #8 Collapse

                Re: Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay

                Forex market aik unique aur unpredictable market ha jis ma boaht hi care k sath trading karni padti ha, market ki movement, upset, uncertainty ki wajah se experience traders bhi loss kar jatay hain, loss har business ka hisah ha, lakin successful trader wohi hota ha jo apni mistakes se learn karta ha, aur rules ko follow karta ha, risk kam se kam leta ha, is lye trading kartay waqt market k har aspect ko dekh kar is ma entry leni chaye q k hamari choti se mistake bhi baday loss k sabab ban sakti ha
                • #9 Collapse

                  Re: Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay

                  dear friend forex main achay achay trade bhi loss kar gaty hain qu k market kbhi bhi move kar sakty hy aur ap k bohot ziada against ga sakty hyas leye as main hamesha ahteyat say kam karo aur as ko sekho
                  • #10 Collapse

                    Re: Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay

                    Gee haan bhai forex market mein humain loss bhi hota hai aur profit bhi aur yehi kaam expert trader kay sath bhi ho sakta hai aur yeh bhi zaroori nahin hai kay humain forex sae her waqt profit hi ho aur loss kabhi na ho issi tarah forex mein expert ko bhi loss hota hai her waqt unn ko bhi profit nahin hota
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Expert traders ka market par grip hony key bawajood be loss ho sakta hay

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      Trading expernice aur market par complete grip hony key bawajood be traders ko some time loss zaror ho sakta hay agar market trend bahot zeyda strong be ho jaye to 1 esi big news jo key market trend direction ko change kar sakti ho expert traders ko zaror loss de satki hay, es condition se bachny key ley traders agar risk management key sath trading kia karen gey to un ko zeyda loss kabi be nahi ho saky ga.
                      Assam Alaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai sometime aisa hota hai ki agar Ek experienced trade abhi apni trade Kolkata Hai To usse bhi loss Ho Jata Hai Kyon Ki market ki movement ko understand karna kabhi kabhi bahut jyada Mushkil ho jata hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X