Apny jazbat ko kabo main rakhin.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apny jazbat ko kabo main rakhin.
    AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy dosto main ap ko yh bat kehna chahti hon kh apny jazbat ko control main rakho q kh ager hum emotional ho jain to apna hi loss kerty hn hmain chahiay kh hum sakon sy trading krin or kamyabi hasil krin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

    G Han apne theek kaha Hamain Forex Main Apne Jazbat Par Qabo pane Chahye Kyun Ye hamare Lye Acha Hai Ke Ham Sabar Se Kam Lian Agar Ham Emotion Main Ajain To Account Bhi Wash Ho Jai Ga.
    • #3 Collapse

      Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

      han g mara aziz memebrs apny jazbat ko countrol kary ga to treading main succes ho pay ga warna ni kbhe ni ho ga success es lia maera aziz members apny jazbat ko countrol rakh kar treading kary to avha profit hasal akr pay ga
      • #4 Collapse

        Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

        Dear brother forex trading men kuch logon ko jab loss hota hey tu unn ko bahut ghussa aata hey aur jab acha profit milta hey tu woh over confidence ho jatay hen iss liay hamen apnay jazbat pe kabu rakhna chahiay kiun k forex trading men loss aur profit hota rahta hey kiun k yeh business ka hissa hen iss liay dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay
        • #5 Collapse

          Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

          Hum agr iss main acha trader bana chatye hain toh humain chaiye k hum iss main apna jazbad ko kabo main rakye jis sy hum iss main acha trader ban sagta hain hum abi laalach or jazbad ko control main rakye toh bhot he achi earning be kar sagta hain iss business sy hum humain chiaye k hum iss main easy ho kar kam karye jis sy humain iss main bhot he achi earning mil sagti hain or hum iss main successful trader ban sagta hain
          • #6 Collapse

            Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

            g han forex ma apne jazbat ko kabo main rekhen kyun ke forex ma jazbaat se nhi damag se kam lena perta ha jo log jazbazt se sochten hen or hud ko kabo ma nhi rekhte wo nuksan hi kerte hen kyun ke trading jazbat se nhi hoti boht soch samej ker damag se hoti ha forex ma kamyab trading kerne ke liye ap ko damag ko fresh rekh ker soch samej ker trading kerna ho gi
            • #7 Collapse

              Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

              g bilkul sahi kha hay apnay hum ko emotions ko control karna cheya aur bikul cool mind say apni trading karni cheya jo pair trade k lia use karyn uskky bary min knoweldege hona lazmi hy aur lalach nhi karna cheya lot size kum ho hmyassha
              • #8 Collapse

                Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

                A. O. A you are right forex m hamy apny jazbat pe kabo rakhna chahye kun sbr ka phal metha hota hy mostly hamary bhai jan bonus milty he excitement m fore trade lagaty tu account wash Ho jata us m hamara he fault hy hamary Holy prophet hazrat Muhammad s. A. W ny farmaya khana thanda kar k khao kun k garam khana health k Lea nuqsan hota hy isi trh ye example forex k Lea hy
                • #9 Collapse

                  Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

                  Gee haan forex mein humain apnay jazbaat ko kaboo mein rakhna chahyea hum apna zayada loss forex mein apnay jazbaat per kaboo na honay ki wajah sae hi kertay hain iss hi ki wajah sae him forex mein bari aur ghalt trades open kertay hain aur apnay loss ka sabab hum khud hi bantay hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

                    Jazbaat kaam ko aksr bigaar dty hain is liye forex pay mojood hr aik member agr apny kaam ko safe and secure krna chata hay to is k liye boht zrori hay k jazbaat ko controle main rkh kr kaam kiya jaey decision power hna bhi zrori hay is k begher double mind ho kr loss k saamna krna parr skta hay
                    • #11 Collapse

                      Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

                      Asslamu Alakum dear friends wellcome to forex business ap ki bat theek hai hmn trade krty waqt apny jazbat p control kren jo k hmry ly fyyda hai wrna hmn nksan ho ga jldbazi min
                      • #12 Collapse

                        Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

                        G hna bilkul forex main apne jazbaat per control karna bohat important hai kyun ke ager ap is main apne jazbaat per control nahi karen ge tou ap ko loss bhi ho sakta hai kuh traders aksar jazbati ho ker trading main ghalat faisle ker dete hain jis ki waja se wo apna bara nuksaan ker dete hain so jazbaat per control rakhen or apne dimag ka istemal karte hue samjhdari se trading karen
                        SUMIYA TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

                          Humaray jazbaat humari zindagi mein bahut zayada aehmiat rakhtay hain aur yehi jazbaat hi humari zindagi ko kamyqb bhi banatay hain aur naakaam bhi aur forex mein tou jazbaat ki bahut zayada aehmiat hoti hai kyun kay agar humara apnay jazbaat yani emotions per control nahin ho ga tou humain forex mein loss hi loss ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

                            Assalamu Alaikum ji Janab aapane bahut hi acchi baat ki hai ki Hamen Apne Jazbaat ko Kabu Mein Rakhna chahie aur Agar Ham Apne Jazbaat ko Kabu Mein Nahin rakhte isase Ham Ko Bhi nuksan Uthana Padega aur dusre Musalman bhaiyon ko bhi taklif Hogi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apny jazbat ko kabo main rakhin.

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: aatiqaambreen پيغام ديکھيے
                              AOA Dear Members!Umeed hy kh ap theek hon gy dosto main ap ko yh bat kehna chahti hon kh apny jazbat ko control main rakho q kh ager hum emotional ho jain to apna hi loss kerty hn hmain chahiay kh hum sakon sy trading krin or kamyabi hasil krin.
                              Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Forex trading business Mein Vahi log kamyabi Hasil Karte Hain Jo Apne emotions ko control kar lete hain aur Market ke kisi bhi movement Mein emotional Nahin Hote

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X