< Should we trade under emotions >

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    bhai jan mujha ap ki ya posts buhat zyada pasand aye han aur ma ap i baaton sa agree karta hn aur mazeed is ka baray ma ya kahan chahta hon k agar hum log emotions ko apnay kam ka darmyan ma la aen ga tu us sa nuqsaan hum logon ka hi ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      no mere mutabiq we should not trade under emotion kyun k is main sar game he emotion ki hah jab tak hum apne emotion ko control nai karain gay is main hum kbhy bhe earning ai kr ste hain kyun k emotion aur greed forex trading main humare enemy hain
       
      • #63 Collapse

        gee nhe bhai hmein kabhe bhe forex mein emotion mein work nhe krna hota he aur es mein apna work tasle se krna prta he aur es mein kabhe jlde aur greed ko nhe lana hota he poper tariqe se work krne se he trade mein bhtr hote he aur earning hote he
         
        • #64 Collapse

          Emotions ko apny control main rakh kar e ham achi trading kar sakty hain nai to jald bazi main hamyn loss ho sakta hai is liye hamyn jald bazi aur emotions ko control kar k trade karni chaiye ta k ham profitable earning kar sakyn.
          • #65 Collapse

            nai jaha tak mera khayal hah humey kbhy bhe under emotion trading nai krne chahie kyun k emotion humare i think sab se bare dusman hain kyun k jab hum trading krte hoe emotional ho jate ahin to sahi tarah se kam nai kr skte hain so control our emotion
            • #66 Collapse

              Emotions ka forex trading main koi kam nahi hy. Jo log emotional ho kar trading kartey hain woh wrong decision letay hain aur jin ki waja sey unhain profit ki bajey loss hota jata hy. Hamain trading key doran apney mind ko relax rakhna hy aur aik target bana kar kam karna hy takeh emotions control main rahain.
              • #67 Collapse

                mera manna ye hah k humey under emotion trade nai krne chahie kyun k emotion humara sb se bara dushman hah kyun k jab bhe hum kisi bhe kam main emotional ho jate hain to hum us main khul k kam nai kr skte mtlb is main under emotion hum khul k trade nai kr skte
                 
                • #68 Collapse

                  gee bhai emotion mein trading krna ache sabit nhe hota he aksr bat yehe dekhne mein ate he jo trader emotional work krte hien woh success nhe lete hien to hmein apne trading ko bhtr tarqe se krna ha aur emotional work nhe krna he
                   
                  • #69 Collapse

                    hum is main emotions ko kabo main kam karty hai nto humain achi earning hasil ho sakti hay hard work karna ho ga jis say market main loss km ho ga lack of learning say kam karny main kafi loss ho sakta hay full focus say kam karna ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #70 Collapse

                      humean forex main apny emotion ko control kerna ho ga pher he hum rite time decision ker pain gay to humean greed ko control kerna ho ga pher he success milay ge
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #71 Collapse

                        trading me under emotion k app ki trading ghalat hi ho gi jes me loss zeyda ho sakta hay, trading me agar app ko acha result chaye ho to kabi b emotions nahi karna chaye.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X