TECHNICAL ANALYSIS OF GATOR OSCILLATOR IN FOREX
DEFINITION
Gator Oscillator ek technical indicator hai jo market ki trend direction aur consolidation phases ko analyze karne mein madad karta hai. Yeh indicator Bill Williams ne design kiya tha aur ye trading ke liye ek useful tool ban gaya hai, khas taur par jab hume trend ke start aur end ka andaza lagana ho.
FUNCTION OF GATOR OSCILLATOR
Gator Oscillator mein do main lines hoti hain: Alligator’s Jaw aur Alligator’s Teeth. Yeh lines Moving Averages (MA) par base karti hain jo alag-alag time frames mein calculate hoti hain. Jab yeh lines ek dusre ke kareeb hoti hain to market consolidate ho rahi hoti hai. Jab lines ek dusre se door hoti hain, toh strong trend chal raha hota hai.
INDICATOR KE 4 PHASES
1. SLEEPING PHASE
Jab Gator oscillator ki bars zero line ke paas hoti hain ya ek dusre ke kareeb hoti hain, toh iska matlab hota hai ke market consolidate ho rahi hai aur trend weak hai.
2. AWAKENING PHASE
Jab oscillator ki bars zero line se door honay lagti hain, toh iska matlab hota hai ke market mein naya trend shuru ho sakta hai. Yeh phase traders ko enter karne ka signal de sakta hai.
3. EATING PHASE (TREND STRONG HAI)
Is phase mein oscillator ki bars zero line se kaafi door chali jati hain, jo ke strong trend ka indication deti hain. Yeh phase usually profit-taking ke liye best hota hai.
4. EXHAUSTION PHASE
Jab bars phir se zero line ke kareeb aane lagti hain, toh iska matlab hota hai ke trend kamzor ho raha hai aur market wapas consolidation ki taraf ja sakti hai. Yeh exit ka signal bhi ho sakta hai.
UTILIZATION OF GATOR OSCILLATOR
1. UPTREND KEY LIYE:
Jab green bars upar ki taraf barh rahi ho aur red bars neeche ki taraf ho, toh yeh uptrend ka signal hai. Yeh enter karne ka acha waqt ho sakta hai.
2. DOWNTREND KEY LIYE:
Jab green bars neeche ki taraf aur red bars upar ki taraf ho, toh yeh downtrend ka indication hai aur enter karna kaafi profitable ho sakta hai.
ADVANTAGE AND DISADVANTAGES
Yeh indicator traders ko trend direction aur consolidation phases ke bare mein time pe signal de sakta hai. Aasan aur visually simple hai, beginners bhi isay samajh sakte hain. False signals bhi de sakta hai, khas taur par jab market highly volatile ho. Standalone tool ke taur par kabhi-kabhi profitable nahi hota, doosre indicators ke sath use karna chahiye. Gator Oscillator forex trading mein ek powerful tool hai lekin isay samajhdari aur dusre indicators ke sath use karna behtar hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим