Forex mein fair value gap ka matlab hta h k currency ki current market value aur uski fair value mein koi farq hai ya nahi. Jab currency ki current market value fair value se zada ho jati hai to use overvalued kaha jata hai aur jb fair value sy kam ho jati h to use undervalued kaha jata hai.
Market value
Fair value gap ko samajhne ke lie aapko kuch cheezon ka dhyan rakhna hoga. Sabse pehle to ye hai ke fair value kya hoti hai. Fair value ek aisa value hta h jo kisi asset ki sachai ke anusaar uski market value honi chahiye. Agar kisi currency ki current market value fair value se ziyada ho jati hai to ye us currency ke liye overvalued hai. Aur agar current market value fair value sy kam ho jti hai to ye us currency k liye undervalued h.
Use of Fair value Gap
Fair value gap ko samajhne ke liye aapko kuch tools ka istemal karna hoga jaise ke fundamental analysis, technical analysis aur economic indicators. In tools se ap currency ki fair value ko estimate kar sakte hain aur uski current market value se compare kr sakte hain. Agar current market value fair value se ziyada ho jati hai to ap us currency ko sell kr sakte hen aur agar current market value fair value se kam ho jati hai to ap us currency ko buy kr sakte hen.
Conclusion
Fair value gap aik important concept hai forex trading mein. Is ko samajhne ke bad aap apni trading strategy ko improve kar sakte hain aur apni trades ko profitable bana sakte hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим