What is your experience of Gold trading ?.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    bhai aap koshish krte rahain aik din inshallah Gold main b trading kar sakain gay. actually gold ka jo difference hota hai wo boht zyada hota hai aur aik new trader is ko afford nahi kr sakta so aap kisi dosri currency GBPUSD main trade karain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      my dear gold ho ya dollor ap in me se trading kar k is forex tarding business me se tab hi profit hasil kar sakty he ajvb ap ko in ka bry me or trading k bary mea chi tarha knowledge ho ga and ye bat har trader k uper hi depend karti he k usy kis k bary me kitna knowledge he
       
      • #648 Collapse

        we have taken much more in gold trading but we have also loss a lot in april,May of this year.Because of sudden change in Gold rates.Gold rates became down and down.and we are expecting that atime will come when market will be smooth but that time didnot came and we got loss much more.Now the Gold rates are increasing.we forget to follow the analysis,always try to be with with company analysis
        • #649 Collapse

          Gold trading is so risky and we need a so big capital here to trade. But if we can learn the business well we can make a huge money from here.
          • #650 Collapse

            gold trading main mera koi expirnce nahi hy q k main abhi new member hooon or abhi simple trading seeekh raha hooooon,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.
             
            • #651 Collapse

              Aap ki incomplete knowledge jis ke bais aap loss utha rahe hain, is loss ko controll karne ke lye aap ko ksii expert se Training leni chahye q k wo Teacher easily aap ko aap ki mistakes samjha sakta hai aur bahter tor per aap ko guide bhi kar sakta hia q ke is period se guzar chuka hai ke jis se aap guzar rahe hain.
              • #652 Collapse

                wesy agr dakha jaye to sharp mind jn ko mantaq ati ho trading ki wo zyada earn ker skty hy par luck aur mehnat p b bht sari chzn munhasir hoti hy. agr normal mind log mehnat krty hy to wo b bht kuch earn ker skty hy. sharp mind logo sy b zyada.
                • #653 Collapse

                  Dear friend jo pair ap ka hai maximum woi pair sub ka hai ager ap ko gold trade karni hai to ap ko 1000$ ki zaroorat pare gi or gold trading bohat hi zyada risky business hai so care full .
                  • #654 Collapse

                    ha yar mai aksar gold mai he invest karta hu par es ki market bohat teez hai invest kaha karo hoti kaha hai aur socho kaha kaha ka jata kaha hai most he dangarius hai yar
                    • #655 Collapse

                      bohat sarey users gold ki trading ko acha samjhtey hai jisss sey wo benefit bi letay hai agr ap k pass account balance thek thaak he then ap gold trading m shamill hua kerye iss sey ek aur baat ka bi khiyal rakhna zaroori samjhna ho ga k ap ko market ki up aur down moment trade lagatey waqt mad e nazar rakhni chahye jiss sey ap profit mey jaye gey
                      • #656 Collapse

                        o sir i think only big trader can trade with gold because they have lot of money for doing this busienss. ...........
                        • #657 Collapse

                          baat ye hay kay maine jab new trading seekhi thi maine uss time mei gold mei trading shru ki thi maine kuch din kamaya phr gold ki samaj he nahe arahi thi socho kuch ho kuch jata bohat loss keya esliye chorr diya gold
                          • #658 Collapse

                            ok good a experence ka hona bohat lazmi hai or experence tu kam kr k he hasil hota hai ensan jetna kam zayada ho ga otna hi ap ko experence ho ga .or expere///////////////
                            • #659 Collapse

                              gold trading bohat achi hoti hai kyun ke gold trading main market bohat zyada volatile to hoti hai magar zyada tar range trading hoti hai matlab ke gold prices bohat zyada bounce hoti rehti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                Gold pr trading karna baht risk aur nuqsan deh ho sakti he q ke gold ka pair baht hi ziyada move karne wala pair he aur ie profit and loss bhi ziyada he is liye hamesha soch samajh ke trade karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X