Trading kay doran ager traders fear ka shikar ho jain tu phir iss ke waja say kafi achy trading kay mouqay say b traders faida nai utha satky hain. fear ke waja say traders aksar faisay karny mai ziada time laga daite hain jis ke waja trade late open karny ke waja say ya tu loss ho jata hai ya phir iss trah say profit hasil nai hota hai jis trah say traders nay socha hota hai. iss liye traders kay liye zaroori hai ke woh apni trading emotions (fear etc) ke base per na Karin balkay trading kay faisay apny analysis ke base per he kiya Karin.
Iss baray mai apna experience zaroor share Karin.
Iss baray mai apna experience zaroor share Karin.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим